Boy1:Meet my wife Tina
Boy1:Meet my wife Tina
Boy2.Oh! I know her
Boy1:How?
Boy2:v were caught sleeping together
Boy1:What the hell?
Boy2.during lecture in maths class
Think +ve:)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Sardar: Ye Bakra Q Ziba Kia?
Pathan: Manat Mana Tha Wo Poora Ho Gya,
Sardar: Kis Baat Ka?
Pathan: Hmara Murga Gum Hua Tha Wo Aaj Mil Gaya Hai…………
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi akash ki taraf ishara karke bola: Yeh suraj hai ya chand?
Dusra Sharabi: Pata nahi bhai, mein bhi is shehar mein naya hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Hum jeete EK bar hai,
Marte EK bar hai,
Pyar EK bar hota hai,
Aur shaadi bhi EK hi bar hoti hai..
TO ye EXAMS BAR-BAR KYUN ???
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot) Ud raha tha full speed par.
Uske saamne achanak full speed mein ek Ferrari aa rahi thi, dono ki takkar hui…
Totaa behosh hoga ya, raste mein ek bhikari tha usne Totaa ko uthaya aur ghar le gaya.
Usko marham lagaya aur pinjare mein rakh diya.
Jab Totaa ko hosh aaya, usne apne aap ko pinjare mein dekha.
Aur bola, “Aalia … JAIL …. Woh Ferrari ka driver mar gaya kya ??
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife:
Apko Meri Khubsurti Ziyada Achi Lagti Hy Ya
Aqalmandi?
Sardar:
“Mhjy To Tumhari Ye Mazaq Karne Ki Adat Bohat
Achi Lagti he,,,
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: Yar tm apne kamre ki khirkiyoun main parde kyoun nhi agate ho.. Bechari bhabi ko kapre change karte hwe lights off karna parti hai
Friend: Matlab tm khirki se jhankte ho…?
Sardar: Nhi to main kyoun jahnko bhale main to kamre k andar hota hn
by Pak101.com (few years ago!)
Ram Chandra Keh Gaye Siya Se Aisa Kalyug Aayega.
Wah Wah..Ram Chandra Keh Gaye Siya Se Aisa Kalyug Aayega
Volume Kam Kar Pappa Jag Jayega
by Pak101.com (few years ago!)
Har taraf padhai ka saya hai
Kitabo main sukh kisne paya hai
Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne
Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Wo konsa 1 mazak he Jo salo pehle b studnts karte
the,
aaj b karte hai or qayamat tak karte rahenge
?
?
Bahut masti ho gayi yar
ab Kal Se Seriously Padai karnge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GIRL-kya tm mjsepyar krte ho?
golu-ha
grl-lekin tm to meri parwah nhi krte
golu-oye...pyar krnewale kisi ki parwah nhi krte
by Pak101.com (few years ago!)