Shaadi main ek SMART ladka
Shaadi main ek SMART ladka ladki se: aap dance karogi :))
.
.
Ladki sharma k boli: “yes …”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main le jaon didi ..??… :p :O :D :D
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1122 views
Similar Jokes
Police Afsar PATHAN se:
Tumhari maadri zuban kon si hai?
PATHAN: Koi nahi..
Police Afsar: Kyun?
PATHAN: Meri ammi goongi thi
by Pak101.com (few years ago!)
Dil Ke operation ko BYEPASS Q kahte hain????????
Socho Socho,
??????
Q Ke agar operation theek ho Gaya to PASS,Warna BYE :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Memon Aik Arbi Ko Apna Khoon Deta Hai
Arbi Khush Hokar Memon Ko 1 BMW Car Deta Hai
Phir Arbi Dobara Khoon Mangta Hai Memon Khoon Deta Hai
Aur Arbi Isko Till K Laddoo Deta Hai
Memon Kehta Hai:
Is Bar New BMW Kiun Nahi Di ?
Arbi Kehta Hai: Ab Mere Ander Memon Ka Khoon Dargish Kar Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
Once a boy Uploaded a photo
holding a dog
on Facebook..
.
Girl commented : "Which one is
you?"
.
Boy replied : "The One holding
you.." ;) :P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Amma Mar Gyi
Aik Admi Bola Amma Mujhe Le Jati 2-4 Or Bole-Amma Hume Bi Le Jati
Sardar: Chup Ho Jao Kamino
Amma Kya suzuki Dala Kar Ke Gayi He
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU Mobile Compny Me Job Lene Gya
1st Hi Swal Ka Jawab Dene P Usko Bhaga Diya Gya
SAWAL-Sabse Mashur Network Konsa H
Golu: Cartoon Network!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha:
Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bv:me driver ko nokri se nikal rahi hun,aj me dusri bar marte marte bchi hun.
Shohar:(khushi se)begum aik aur mauqa use de do
by Sabir shah (few years ago!)