Aadmi road par khara ho kar hans
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,paas se guzarne wale larke ne poocha:Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 971 views
Similar Jokes
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ public toilet gya to Diwar p likha tha
"Dunya Chand p pohnch gai
or Tm yha bethe ho?
RAAZ niche likh aaya "Bs Ye kr k Hm b ja rhe he
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:- MotorCycle k Kitne Tyers Hote hai?
Smart Santa:- 6 Tyre
Teacher(Gusse se): How?
Santa:- 4 Motor k 2 Cycle k!
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer Aurat se: Allah ke naam mein 1 rupiya de do
Aurat: Sharam nhi aati road mein bheek mangtey hoo
Faqeer: Sali teray 1 rupiyay ke liye pura office kholo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor
Ek Gangster
Aur
Ek Murderer
Ek Hi Gadi Me Jaa Rahe The..
Tab
Wo Gadi Kaun Chala Raha Tha
?
?
Socho
?
?
Ek POLICE OFFICER..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya
Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi:
Apney Husband Ki Cheque Book...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jail me pathan se kisi ne pocha tum se aisi kia galti howi k tum jail me ho?
Pathan:yara hum ne bank lota aur paise jama karane wahen ruk gia.
by Sabir shah (few years ago!)
Jeeto was about to give birth to a baby.
Santa: If it looks like you, it would be great.
Jeeto: If it looks like you, it would be a miracle.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Mein tumhari jaan lai logi ko english mein translate karo
Bacha (Student): English chor haat to laga kai dikha moti :)
Teacher: :o
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar jaldi jao tumare ghar me samundar ka pani ghus gaya hai
Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai
by Pak101.com (few years ago!)