muthi garam karo
Inspector: tum ne company manager ka hath kiun jalaya,
nojawan: sir, nokri mangne aya tha tu kehta muthi garam karo
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1048 views
Similar Jokes
Agar Apko Afsos Hy K Apki Life
Main Apka Koi Intazar
Karne Wala Nahi Hai.
.
To 1 Kam Karen,
30 Mint K Leye
Bathroom Main Ja Kar
Beth jayen.
.
.
.
Koi Na KOi Bahir Intazar Zaroor Karyga.
(“,)
<)(>
/ \_
O Nikal Nahi To Meri Nikal Jay Gi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note diyaa tha :-)
by Pak101.com (few years ago!)
parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai faraz.
be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 banda kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Kaha jaa rahi ho?
Girl: Aatma-Hatya karne…
Boy: To itna make-up kyun kiya hua hai?
Girl: Abe Ghonchu, Kal akhbar me photo aayegi na!!
by Pak101.com (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai …..!!!
COMING SOON …!!!
by ishfaq anwar (few years ago!)
Girl of 1960 : Aye bahar hai…jia bekarar hai… aja moray balma tera intezar hai.
Girl of 2007 : Aye bahar hai…jia bekarar hai… aje moray balma warna dusra tayyar hai.
by Pak101.com (few years ago!)
3 charsi motorcycle per ja rahe the
Darmyan wle ko AWAZ sunai di
““““ thaaaaaa ““““`
Usne apne aagy wale se pocha
“Goli tenu vajji a?”
usne kaha ‘nai’.
usne apne peechy wale se pocha
“te fer Goli tenu vajji a?”
wo b bola ‘nai’
Wo Khud neechy gir gya:
“Le fer Menu e vajji oou”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dr:ap ki bemari ka andaza lagana mushkil hai shahid ye nashe ki waja se hai.:-)
mareez:theak hai me us waqt aaoun ga jb ap nashe me nai hun ge.
by Sabir shah (few years ago!)