Aapko Mera Banaya Hua Halwa
Biwi 2 Pati:Aapko Mera Banaya Hua Halwa Pasand Nai Aya Bache To 3Plate kha chuke Hai
Andar se Awaz: Mama 1Plate or Dena 1 kitab ki Jild Reh gayi
by Pak101.com (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Ne Apne Premi Ko Ek Din Dukhi Man Se Bola
Ladki: “Main Maan Banne Wali
Hoon”
Ladke Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Bola: “Nahiiiiiiii”
Ladki: “Oye Pagal Main Teri Maan Banne Wali Hoon, Tere Baap Ne Mujhe Purpose Kiya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Lecture ke darmiyan 1 Larka Uth kar chala gia
Teacher: Yai kion uth kar chala gia?
.
Students: Sir es ko neend mai chalny ke aadat hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
*Love b4 Marriage*
Janu...tum nahe to mei nahe,
mei nahe to tum nahe...
*Love after Marriage*
"baghairta"...Aj tu nahe ya me nahe
by @irha@ (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by rahul (few years ago!)
Sardar:
Yaar Aaj Mujhay Ajeeb Msg Aaya
Or Mera Mobile Off Hogaya.
Pathan:
Aisa Konsa Msg Aya?
Sardar:
Battery Low.
Pathan:
Send Kar…
Sabko Tng Karengy.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: What's the name of ur car?
Banta: I don’t know but it starts with "T"
Santa: Kamal hai yaar teri gaddi tea nal start hundi hai, apni te Petrol nal start hundi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA:Lalaji dettol soap hai,
Lala:ha,
santa:acha vala hai,Lala:ha,
Santa: achi quality ka hai,
Lala:ha bhai ha,
Santa: thik hai hath dhokr 1kg aata do.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Dr. Kay Ghar Raat 2 Bjaay Phone Aaya.
"Aap So To Nahi Rahy?"
Pathan Dr. Ne Ghussay Main Kaha:
"Kuttay K Bachay!
Sab Pathan Chokidaar Nahi Hoty."
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa's 60th B'day Banta-Ye Cake Pe bulb kyo lagaya hai?
Santa-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi Isliye 60Watt ka bulb laga diya.
by Pak101.com (few years ago!)