Jootay se maar do
SARDAR:
Batao aisa kiya karen k Saanp bhi mar jaye aur Laathi bhi na tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay se maar do:)
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 851 views
Similar Jokes
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Raju (few years ago!)
Sir: kal class me kyu absent tha?
Boy: girlfriend se milne gaya tha.
Sir: kis liye?
Boy: yes Sirr.. bauhat saare KISS liye……
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you" ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya hon eslie !
by Pak101.com (few years ago!)
Purani Kahawat hai ke,
Sonay ke time Tension ko saath le ker nahi sona chaiye.
Lekin phir bhi Log pata nahi kiu??
Apni Biwi ko apne saath le ker sotay hein.???
by Mazhar Khan (few years ago!)
RAAZ Was Kissing A Blank Paper
FARAZ-Ye Kya Hai?
R-Mri GF Ka Love Letter He
FARAZ-Magar Ye Toh Khali He
RAAZ-Aaj-kal Hum baat nahin karte
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan parti me gaya aur larki se kaha kia ap dance karo gi ?
Larki:khari ho k han kiun nai
Pathan:to baji ye ap ki kursi hum le len
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Mohabaat Hi Nai Duniyaa
Maain Dard Kah Sabaab
Faaraz
Darwaze Wich Unggli Aa Jaye
Tay Fair Vi Baraa Daard Honda Ay
Allah Di Kismay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ne makhi ke legs tod kar kaha, Ja udd ja..
Lekin Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha..
“Aab to saabit ho gaya ki agar makkhi ke legs tod di jaye
to makkhi sun nahi sakti!!!”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa kissed his girl friend in the park.
Girl: Plz ye sb shadi se pehle?
Santa: Don?t worry darling, I'm already married
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: I wish I was a newspaper so I would be in ur hands allday.
Husband: I too wish that u were a newspapers so I could have a new one everyday.
by tanveer hussain (few years ago!)