bhayi do ropay ka sawal hai?
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 929 views
Similar Jokes
Civil servant: I am unable to sleep.
Doctor: Can`t you sleep at night?
Civil Servant: I sleep very well at night. I find it difficult to sleep at noon
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor mareez kay peeche bhaag reha thaa. Logo ne wajah poache to doctor kehta mareez damagh ka operation kerwane aata hai aur baal katwa kay bhaag jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Class Mein Bachho Se Time Pass Karte Hue Sawal Puch Rahi Thi,
Pappu Ki Baari Aayi To Us Se Puchha
Teacher: “Batao Pankha Male Hai Ya Female?”
Pappu: “Agar Khaitan Ka Hai To Male Aur Usha Ka Hai To Female Hoga“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Apni Biwi Ke Saath Jaa Raha Thha,
Raste Mein Usse Ek Dost Mila Jisse Police Ne Pakda Hua Thha.
Santa Ne Usse Puchha: “Kya Hua?”
Dost: “Mene Apni Biwi Ko Maar Dala”
Santa Kuch Sochte Hue: “Saza Kya Mili Hai?
Dost: “6 Hafte”
Santa: “Bass Yaar, 6 Hafte”
Santa Ne Aav Dekha Na Taav Fatafatt Police Ki Gun Lee Or Apni Biwi Ko Maar Dala
Dost Rote Hue: “Abe Sale, Yeh Tune Kya Kiya? Puri Baat To Sunta, 6 Hafte Baad Muje Phaansi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kahan se bol rahe ho?
Banta: Mobile se.
Santa: Main puchh raha hun konsi jaga se bol rahe ho.
Banta: Muhn se bol raha hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa g ka ghora race main sbse peechay tha,
kisi ne poocha:
Santa apka ghora konsa hai?
Santa:O dekh jinnay sareyan nu
agay laya hoya ae.
by Pak101.com (few years ago!)
Is kadar hum aapko chahte hai ke
duniya wale jal jaate hai,
yun to hum sabko ullu banate hai,
par aap zara jaldi ban jaate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
PATHAN LYARI me tha 1 building me aag lag gai
PATHAN fire fighter se:
tum logo ko nechey phainko main catch karo ga
Pehle 1 larka aya
phir 1 larki
phir admi
phir aurat
PATHAN ne Sab ko pakar lia
Phir 1 MAKRANI ka Bacha aya to PATHAN ne chor diya or bola
O bhai, Jo jal gaye hain, wo to na phenko
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Halwayi se: Tum kitny salon se Jalebi bana rahy ho?
.
Halwayi baray fakhar se: 20 saal se
.
Pathan: Bari sharam ki baat hai tum se aaj tak Jalebi seedhi nahi bani
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Air Hostes 2 Lalu:
Sir, Are You Vegetarian Or Non-Vegetarian?
Lalu: I Am Indian!
Air Hostes:No Sir! Are You Shakahari Or Masahari?
Lalu:Na Re Sasuri I Am Bihari!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)