I Spoke 2 Sania Mirza
Santa :I Spoke 2 Sania Mirza
Yesterday On D Phone!
Banta :Dats Great!
What Did She Say?
Santa :Just
Wrong Number!
by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
aik bachy ne apny baap se pocha....
"Abu shadi per kitna kharch uthta hai"
baap ne jawab diya:
Maloom nhi beta mai tau abhi tak adayiagi kar rha hon" :D
by WAQAR (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Molvi Bus Main Ja Raha Tha
Samney Bethi Ek Aurat
Apny Bety Ko Bar Bar Ye Hi Bol Rahi Thi:
Beta Jaldi Se Ye Halwa Kha Lo
Warna Main Is Uncle Ko De Doon Gi
Jab Us Aurat N 4th Bar
Ye Hi Alfaaz Boly To Molvi Ghusse Se Bola:
O Baji Gi Jaldi Faisla Karo,
Halway K Chakkar Main
4 Stop Agey Aa Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Student: Sir, kiya aap mujhay aik aesay kaam kee
saza daingay jo maen nay naheen kiya."
Teacher: Naheen, maen aesa kyoon karoonga bhala.
Student: Shukriya sir, baat ye hae kay aaj maen
nay homework naheen kiya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan "Mazaar" pe Bomb rakhty huye pakra gaya: Logon ne bohat mara aur pucha aisa kyon kya? Pathan ki kuch samajh main nahi aaya to bola: "Main Bomb rakhny ki Mannat mangi thi."
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta In art gallery: ye bhynak tasvir ko aap modern art kahte hai?
Art Dealer: Mere bap tu dimag mat laga ghar ja, ye aaina hai...
by Pak101.com (few years ago!)
BiVi: Shadi K Shuru Mai Jb Main Khana Paka K Lati thi AP Ziada Muje Khilate or Khud Kum Khate Pr Ab Aisa kion Nahi Krtey ?
Shahor: Kion keh Ab Tmhe Khana Pakana Aa Gya hai;)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Manager:you are appointed your salary is rs.10000.next year it will bi 20000.
Sardar:ok!i will join next year.
by Sabir shah (few years ago!)
After a quarrel, a husband said to his wife, "You know, I was a fool when I married you." She replied, "Yes, dear I know, but I was in love and didn't notice."
by khalid hussain (few years ago!)
Maa Bate se Kahan gaye the? beta maa date pe gaye tha. Maa kisliye? Beta haan maa bohut kiss liye. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)