Funny Husband In Sasural
Ek Bar Husband Apni Wife Ke Sath Apne Sasural Jaata Hai
Ek Din Vahan Husband Biwi Se Kahta Hai: jaan plzz love
me.
Biwi sharmate hue : Nahi Ye Mere Papa Ka Ghar Hai.
Funny Husband: To Kya Mere papa Ka Ghar Red Light Area
Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1077 views
Similar Jokes
Faqeer: Begam Sahiba aap k paas bhhokay k lye khana hai?
Begam Sahiba: Haan hai lekin bhooka abhi daftar se wapis nahi aya
by Pak101.com (few years ago!)
Evolution of man:
Without shaadi Spiderman
Shaadi ke din superman
Shaadi ke baad Gentleman
Aur
B.V khobsurat ho toh saari umar watchman.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Bacha Apni Maa se Pitnay Ke Bad
Papa ApNe Koi Kala Ilam Sekha Hy Kia ?
Papa: Nahi Beta
Bacha: phr Etni Zalim Balaa Pakri Kaise..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
MOM I'm drunk WHAT!!!!!! i said I'm drunk
HOW DARE YOU!!!!! SLAP
I was drinking bud lite OK good night
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar office ja raha tha, Patni pyaar se boli:- See u in the evening.
Sardar gusse se:- Dhamki kise de rahi h, main bhi tujhe dekh loonga.
by Asim Raza (few years ago!)
Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!
Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Khada Apne Kaan Ko Chaabi (Key) Se Khujla Raha Tha.
Santa Ne Usko Dekha, Kuch Socha Aur Uske Pass Jake Bola
Santa: “Bhai Sahab, Agar Aap Start Nahi Ho Rahe Te Pichhe Se Dhakka Laga Du?“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki Biwi Romantic Mood Mein Thhi To Woh Pathan Se Kehti Hai.
Biwi Pyar Se Boli: “Aap Hazaron Mein Ek Ho”
Pathan Ne Apni Biwi Ke Muh Pe Thapad Maara Or Gusse Se Bola.
Pathan: “Ye Baki 999 Koun Hain?“
by Pak101.com (few years ago!)
Sabse Himmat Wala Insaan Kaun?
Socho?
Nahi Pata,
Sabse Himmat Wala Insaan Wo Hai,
Jo Dast Lagne Ke Baad Bhi, Paad Marne Ka Risk Leta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shohar khubsurat tha aur BV kali thi.
Shohar:Hum dono Jannati hen
BV:Kesy?
Shohar:Tm Mujhy dekh kr Shukar ada krti hoOrM Tumhay Dek kar toba krta hun
by hearthackervsgirls (few years ago!)