Aaj mere parosiyon ka bacha gum ho gya

Sardar: Aaj mere parosiyon ka bacha gum ho gya..
Firend: Phir tum na kya kiya?
Sardar: Maine un se kaha ‘google’ pr search kar lo…:)

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 860 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Dozakh mein log

Dozakh mein bohat sary log masti kar rahy thy
Kisi ne pucha ye kon hyn jo yahan bhi aish kar rahy hein,
Frishty: LAHORI hain kambakhat kahin bhi adjust ho jaty hain……:-)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Saurav Ganguly: Yes,England Main

Saurav Ganguly: Yes,England Main Shirt Sirf Main Hi Utar sakta Hoon.

MS Dhoni: Kya Karoon Dariyadili Kaam Nahi Aayi.

by Pak101.com (few years ago!)
tum kisi bhoot say kam ho?

Aahat si koi aaye to, lagta hai ki tum ho
Saaya sa koi mand raye to, lagta hai ki tum ho
Ab batao tum kya kisi bhoot se kam ho?

by Abdul Hannan (few years ago!)
peeping

ek khaali ghar ki diwaar py likha tha k uper khirki mein mat jhankna .ek admi roz kaam py jaaty huy parh k chala jata lekin ek din us ny khirki mein jhankny ka socha jab jhanka tow dekha.
.
.
.

.
andar likha hua tha "aakhir jhaank hi liya na idiot"

by sarmad abbas (few years ago!)
Dost Pathan se

Dost Pathan se:
APRIL FOOL manaya?
Pathan: Han
Dost:kis k saath?
Pathan:Bv k 7!
hum ne 3 bar talaq dia
jab wo rone laga to Hum bola
APRIL FOOL,
APRIL FOOL..!

by Pak101.com (few years ago!)
Abbreviation SMS



BOYS stands for

B: BADMASHIYON mai sab sai agay
O: OLLU ki tara raat mai jagay
Y: YARIYIAN nebhaye jaan laga ke
S: SHAREEF sirf maa baaf ke samnay

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar ankhain band karky Ayena

Sardar ankhain band karky Ayena
(mirror) ke samny khara hogia
.
Bewi ne pocha; Yai kia kar rahy ho?
.
Sardar: Daikh raha hoon ke mai sotay
howe kesa lagta hon

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain

Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain

Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai

Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa

by Pak101.com (few years ago!)
Don'T Have Brains

Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie
dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati
Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar
kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata
hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya
pata?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha

Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha
Banta aaya aur fataak se juice pee gaya.
Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me
paani nahi, ghar me light nahi.
Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha
aur wo bhi tu pee gaya saale!

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Telephone call

Creation

Funny

Wife: aaj tum udaas Q ho?

FB page Admin hone ki sabse ..

shadi mubarak

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook