Sardar Shirt k liye kapda dikhaiye
Sardar Shirt k liye kapda dikhaiye
Salesman plain me dikhau?
Sardar nahi,
Helicopter me dikha saale Bandar ki aulad…
Sardar dekha ni ki mazak shuru.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 593 views
Similar Jokes
Sardar was busy removing
a wheel from his auto.
A man asks sardar why are
you removing a wheel from your auto.
sardar : Cant you read the board.
Parking is only for 2 wheeler
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SON: Abba idher AA.
MOTHER: Aise nai boltey beta, Abba ko izat ke sath bulate hain.
SON: Abba Izzat k sath idher aa ja
by Mazhar Khan (few years ago!)
¤Biwi shohar se :
Batao woh kon si cheez hai jo tum roz roz dekh sakte ho par torr nahi sakte?
Shohar ghusse
say:
Tumhara moun..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Marez:doctor se mere danton main dard rehta hay or ab to danto main kerah bhi lag gya hay.bataye doctor sahib main kya karon?
Doctor….aap aik mahn tak ras or chay lein is ke alawa kuch na khayein .
Aik mahn tak marez rozana sirf or sirf chaye or ras par guzara karta raha magar aik din ras& khatam ho gye jis par marez ne socha ke chalo aj main sirf chaye pee leta hun.aaj guzara ho hi jaye ga.kal ras le aaon ga magar
kere ko acha na laga,foran bahir nikal kar kehne laga
Uncle aj ras nahi hay kya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Aadmi Ki Lottry Lagti Hai Wo Khush Ho Kar
Ghar Jata Hai Aur
Patni Se Puchhta Hai.
Pati Khushi Se: “Mujhe Lottry Lage To Tum Kya
Karogi?”
Patni: “Aadhe Paise Leke Hamesha Ke Liye Tumhe
Chhod Ke Mayeke Chali Jaungi”
Pati Gusse Se: “Aaj Meri 50 Rupaye Ki Lagi Hai Ye
Le 25 Aur Nikal Le“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dukaandar : Aap Ye PEN Le Jaiye Khub Chalega
SANTA : Mujhe Chalnewala NahiLikhnewala PEN Chahiye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dost Pathan Se:
Tumne Molvi Saab Se Kaan
Mein Kia Pocha K Unho Ne Tumhain Thpar Mar Dia?
Pathan Bola :
Kuch B Nahi Maine To Sirf
Ye Pocha K 14 August Ki Namaz Kaha Hogi ?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar ek sardar ki pant phat gai,
Tailor se silwa kar bill poocha,
Tailor: 250 Rs.
Sardar: Yeh lo 500Rs.
Tailor: 500 kiyu?
Sardar: Bill sun kar dobara phat gai!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
santa ne ekk admi ke thappad maar diya..
admi- meri kya galti thi??
santa-tum salo galti karo iske liye hum intjaar thode hi karenge............
by Pak101.com (few years ago!)