Peer ji.. Mere 2 Affairs hain
Girl: Peer ji.. Mere 2 Affairs hain.. Un Dono mai kis k sath Shadi hogi??
Wo khushnaseeb kon hoga??
Peer: pehle se Shadi hogi aur doosra Khushnaseeb ho ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 993 views
Similar Jokes
Boy: Yaar Bohat Mushkil Hai ''Teacher'' Se Pyar
Karna.
Friend- Kyu?
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy- Love Letter Bheja Tha Assignment Samajh
Kar Check Kar Dia..!! Or Boli Handwriting Improve
Karo.:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU:Meri billi mar gai
MOLU:kese mari
GOLU :Maine use nahala diya tha
M- nahalne se b kahi billi marti h
G-Maine nahalane k bad use nichod b thi
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor apne dost se: yar soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon.
Dost: Yar tumhara khyal to naik hai magar yahan ka qabristan chota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Aur Ek Pathan Padosi Thhe, Ek Din Santa Pathan Ke Ghar Gaya Aur Us Se Pucha.
Santa: “Batao Aisa Kya Karen Ke, Saanp Bhi Mar Jaye Aur Laathi Bhi Na Tootay?”
Pathan Huste Hue: “Very Simple, Jootay Se Maar Do Saale Ko.“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larki Ko URDU Our ENGLISH Mix Kr K Bolnay Ki Adat Thi..
Shaadi Ki Pehli Rat Us Ko Pata Chala K Us K Shohar Ka Sirf 1 Paon Ha.
Aglay Din Wo Apnay Ghar Gaye Tou Apni Ammi Say Boli:
Mom Meray Husband Ka Tou Sirf 1 Foot Ha…
Maa Hairat Say Boli:
Tou Beta Tum Ko Our Kitna Lamba Chahiye?
Tmharay ABBA Marhoom Ka Tou Sirf 6 Inch Ka Tha,
Our Wahi Tabiyat Khush Kr Deta Tha.:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sari ZindaGi Barbad Kr Ke, Ishq Ki LazZat Chakh Li
Us Ne B Burqa Pehn Liya Aur Hum Ne B Daarhi Rakh Li
(,")/ Hat
/) ) Masjid ja Raha HoN.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband :ab tm hi aik wahid ho jo is ghar ko janat bana sakti ho,
wife khush hote howe: wo kaise?
Husband:apne maiky ja kar
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: Marriage is a lot like going to restaurant. U order what u want. And when u see what d other fellow has, u wish u had asked 4 that instead.
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar ghar se nekla tu daikha ke samnay kailay ka chelka para howa tha
Sardar: O mere khudaya.. Aaj phir phisalna parega
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha,
lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna
naam Bijli Deen rakh lya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)