kaisay mumkin tha
Kaise Mumkin Tha Kisi aur Dawa Se
Ilaaj…?
.
Ae Galib!
.
Ishq Ka Rog Tha
.
.
.
.
.
MAA ki Chappal se hi Aaram Aaya.
<(',')
((> ouch
<<
Mummy Mat Maro…:p
by Abdul Hannan (few years ago!) / 896 views
Similar Jokes
A man to doctor: Is there any medicine for long life..?
Doctor: Get married..!!
Man: Will it help ?
Doctor: No, but it will avoid such thoughts!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Apny Bety k liye
Rishta leny gaya
.
.
.
.
.
Larki Walay : Abhi to hamari Beti
Parh rahi hai.
.
.
Pathan : Chalo hum
1 Ghanty k baad aaye ga...:-p
by @irha@ (few years ago!)
Kutta Kaat Lega In park, a boy & girl were sitting!
2 dogs kissed each other
Boy- Jaanu agar tum bura na mano, to main bhi..
Girl- Ok! Par sambhalkar! Kutta kaat lega
by Pak101.com (few years ago!)
Maa Bete Se:Uth Jaa Kmbakhat
Dekh So0raj Kb Ka Nikal aya Hy..
Beta:To Kya Hua Amma
Wo Sota B To Mjh Se Pehle Hy
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi aur shohar market ja rhy thay, tau aik faqeer ne kaha....
"shehzadi paanch rupy de dy, andha hon"
shohar: dy do tmhen shehzadi keh rha hai, zaroor andha hoga..
:D :D
hahahha
by WAQAR (few years ago!)
Aik larka apnay dost ko bata raha tha. Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.
Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy on a date with GF:-jaan main tumse ek baat
kahna chahta hoon?
.
GF:-Kya?
.
BF:-Iam already married.
.
GF:-Apne to mujhe dara he diya, main samjhi
aapke pass paise nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
NASA ne 4 tamils ko chand pe bheja.
Magar adhe raste se vapis aa gaye!
Tamils said: Aaj AMAWAS hai, Chand to hoga nahi na..
by Pak101.com (few years ago!)