PATHAN ko chiragh mila
PATHAN ko chiragh mila . chirag ragara.
JIN ne kaha “3 wishes bato.”
PATHAN: No 1 . Eik bara bangla .
No 2 us main Khob dolat mand log.
No 3 Humko is main chokidar lagwa do
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 823 views
Similar Jokes
Ek nursery class ka bacha bola: Miss mai apko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet
Bacha apne side ke larky se bola: Daikha mai ne kaha tha na, Line marti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Barkha Dutt: Laloo Ji, hamare desh mein divorce ke cases badte hi ja rahe hain. Aapko kya sochte ho, iska main karan kya hai.
Funny Laloo: Shaadi.
by Pak101.com (few years ago!)
1st Sardar: Agr main khjoor k darakht pe charr jaon,
to kia engineering college ki larkian nzer aen gi?
.
2nd Sardar: Han! Or hath chor de ga tu medical college ki bhi .
by Pak101.com (few years ago!)
Boss : Likhna PArhna aata hai?
Sardar : Likhna aata hai parhna nai.
Boss : apna naam likho
Sardar : %$*3@t(*^&%
Boss : Ye Kya Likha Hai?
Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife Husband Se : Woh dekho ladka mujhe smile de raha hai....
Husband : Smile nahi de raha jab maine tmhe pehli baar dekha tha to mere bhi hansi nikal gaye thii....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher Pathan se:
Btao Pine Apple aur coconut k Tree Me kiya Similarity hai ?
Pathan (kaafi Dair sochne k Baad)
Dono Pe Amrood nai lagtay !!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hum Log Ghar ki Rakhwali k Liye kUTTA Rakhte Hain.
Pakistani Citizen:
Ye Konsi Bari Baat Hai..
"Humne To Pure Mulk k Liye Rakha Hua Hai.."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa aur Banta train ke peeche bhag rahe the.
Santa chadh gaya, to train me logo ne kaha “WEL DONE”
Santa – Khaak well done, jana to usey tha, mein to usey chhodne aaya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail:
Yaar tu itna bara ho gaya hai...
Aur ab tak teri darhi moonch nahi aai?
.
.
Pathan:
O yara hum apni AMMI pr gya hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)