sab tumhari tarah
1 baar 1 larki akeli ja rahi thi,
.
.
1 larka samnay se aaya,
.
.
Dono bilkul paas aagaye,
.
.
Larka side pe ho gaya,
.
.
Larki chali gai,
.
.
.
Moral:
.
.
Sab tumhari tarah nahi hotay
by Abdul Hannan (few years ago!) / 770 views
Similar Jokes
Famous Poet Robert Archer kehta hy
Insan apni khoobsurti, kapron or taleem se nahi pehchana jata.
Agr insan kisi cheez se pehchana jata hy to wo hy sirf
Original C.N.I.C
Hamesha apne pas rakho bhai halaat ka kuch pata nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan hospital k bahar zor zor se ro raha tha,
Kisi ny poocha k q ro rahy ho?
Pathan :
20 saal k baad beta paida hua wo bhi
chota sa...:-)
by @irha@ (few years ago!)
Mere 50 Rs Wapas Dedo
Sante ek sadhu se mila.
Sadhu:Kuchh daan karo bachcha.
Santa ne 50 Rs. de dia
SADHU Khush ho ke:Mang beta, kya chahiye?
Santa:Baba, mere 50 Rs wapas dedo
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar Totkay ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kia Hai!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
wah wah!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
Khud hi Hans Kar kaho gy,
MADE IN CHINA
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Raat film main ek chudail kabhi mere aage, khabhi mere peechhe ghoom rahi thi…
Jeeto: Koun si film thi ?
Santa: Apni shaadi ki movie thi!
by Pak101.com (few years ago!)
Break up ke baad pathan larki se: Mujhe chorr ke naa jao, jaane ki sazaa paao gi
Aagey road khudi huii hai, tum wapis yahen aogi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Ji apko mujhme kya achha lagta hai, meri samajhdari ya meri beauty.
Husband: Mujhe toh yeh tumhari Majak karne ki aadat bahut achi lagti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Jo marzi ho jae pakistanion ka aik hi naara hai.
;-
pakistan zindabad
by Sabir shah (few years ago!)