Suraksha Week
EK Baar Pinku aur uski puri family car mein ja rahi
thi... Tabhi Police ne car ko roka aur bola: Ye suraksha
week hai. Aap seat belt pahenkar car chala rahe ho
isliye aapko Rs 2500 ka inaam diya jaata hai. Aap is inaam
ka kya karoge? Pinku: Main isse apna driving license banwaoonga. Tabhi uski maa boli: Iski baat ka yakeen mat
karo
Daaru peekar kuch bhi bolta hai. Uske papa neend se jaage
aur police ko dekhke
bole: Mujhe pata tha ki chori ki car mein hum zyada
door nahin ja payenge....
by Pak101.com (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
Pathan to Molvi: kya wazu kiye bina Namaz ho jati hai?
Molvi: Nahi,
Pathan: Hoti hai yaar!
Molvi: Nahi hoti Bhai.
Pathan: Maine khud parh ker dekhi hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Ko Doctor Ne E.C.G Krwane Ko Kaha,
Pathan Lab Phoncha To Test Ka Nam Bhool Gya
Thori Dair Sochne K Bad Kehne Lga,
Bhai Jan! Hum Ko C.N.G. Pe Kardo
by Pak101.com (few years ago!)
Lion 1 Buriya Se:
Main Tera Khoon P Jaun Ga
Buriya:
Pena Hai To Kisi Jawan Mard Ka Pi
Uska Khoon Garam Hoga
Sher: Nahi,Mera Aj Cold Drink Peny Ka Mood Hay.
by Pak101.com (few years ago!)
AJNABI: thora pani mily ga..??
BACHA: lassi ho jaey to..??
AJNABI; bhot hi acha hy,
...
Ajnabi 5 glass lassi pi k bola:tmhary ghr m koi lassi ni pita..??
BACHA: pitay hai na,
lekn aj lassi m chupkali gir gai thi.
AJNABI ne pyala zamin pe mara...
BACHA roty hoey!
Ammi !unhun ny pyala tor di
ab kutta dodh kis me pye ga ;)))
by Pak101.com (few years ago!)
Kal Achanak wi-fi ka signal band ho gaya, fir kuchh chhanbin karne par pata chala ki.....
.
.
.
.
.
.
.
padosi ne bill nahi bhara. Duniyan me bhi kaise kaise kangal aur Gair Jimmedar logg bhare pade hai.
Pura Din kharab ho gaya yaar.....
by lescol (few years ago!)
Chahey jitne bhi paren sandel larki0n se Faraz,
A mundey nai drdey,
Sh0r shraba kr dey.. :p ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Yar Kal Main Tennu Kinni Wari Cal Keti Par Tu Phone Nai Chukya
SHEIKH: Kyn Chukan?
Jera Main 25 Rupay Da Gana
Lugwaya A O Tera Peo
Sunay Ga??
by Pak101.com (few years ago!)
Santa k truck k peechay likha tha
"chota parivar sukhi parivar"
Or uske nechay
Tinu, minu, chintu, chinky, pinky, guddu, guddi, sonu, monu, te sohan de papa di gaddi!!
by Pak101.com (few years ago!)