Naswar Ka Dukan
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 923 views
Similar Jokes
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?
Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon
aor koi aa kar kahe..China Hy?
by Pak101.com (few years ago!)
1 bacha ghar se maar kha kar gusse mai School ja raha tha
Rastay mai kesi ne pocha: Beta parhtay ho?
.
Bacha: Nahi, Uniform pehn kar mujra karne jata hon
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ik pathan apne kandhe pe tota bitha kr ja raha
tha,
rastey me 1 admi ne rok k pucha
bhae ye konsa janwar hai
tota bola: pathan hai saala
by Tanveer Hussain (few years ago!)
sardar doctor se – mujhe bimari hai .
khane ke baad bhuk nahi lagti sone ke baad
nend nahi ati kaam karu toh thak jata hoon .
doctor – sari raat dhup main baitho thik ho jaoge
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Student Dusre Se:
Aaj Kuch Khatarnak Kaam Karne Ka Maan Kar Raha Hai
2nd Student:
To Phir Chal Kar Thori Parhai Karte Hein . . . :
by Pak101.com (few years ago!)
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Wife Biwi or Begum me kya farq he?
Kuch farq nhi mere dost.Ye Hindustan India or Bharat ki tarah 1 hi musibat k 3 alag alag naam hen.
by Pak101.com (few years ago!)
1 rat mujhsy star ne kaha
Tum Q us ko sms krty ho?
Jo tmhen mis nhi krty?
Me ny star se kaha
Beta apna kam kr
Star ban,
Star Plus ki saas na bun
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break mar kar kia faida.”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Baap bety sy mera beta bara ho ker kia banay ga?
Beta: abba may kuch bhi nahe bano ga
.
.
Pakistan may jo bhi ban jao galian he paray ge'
by itrat batool (few years ago!)