Khuf-Naak Item
Ek bacha mummy se pitnee ke baad. .
.
.
.
Bacha: Papa khabhi Aap jungle gaye ho??
Papa: Nahi beta.....
..
.
.
.
.
Bacha:- Fir Aap itna Khuf-naak item kahan se pakad ke laaye?
by Pak101.com (few years ago!) / 1007 views
Similar Jokes
Knock knock
Who’s there?
Olivia.
Olivia who?
Olivia, so get out my house!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?”
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by khalid hussain (few years ago!)
Aik admi (apni saas se):ap ki beti me kuch aqal ki kami hai,;->
saas: han beta isi waja se to ise koi acha larka nai mila
by Sabir shah (few years ago!)
Dulhan Andhy Shoher Se
“Kaash Tumhari Ankhain Hoten To Tum Mere Husn Ko Dekh Sakty”
Shoher
“Agar Tum Khobsurat Hoten To Kya Ankhon Waly Tumhy Mere Leye Chorty?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nanhi bachi- “Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?”
Dadi- “Nahi to, lekin kyo?”
Bachi- “Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi
aap yaha rahi to drama to jaroor hoga”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yar ek number hy, is
pe cal kr k pta kro k yay kn hy?
kuch kahe to 2,,4 suna bhe dyna.
Sala apny ap ko police wala kehta hy.
Number yay hy.
.
.
.
“15?
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.
Banta – Ye tum kya kar rahe ho? Santa – Yar me dekh raha
hu ki Gandhiji to chale gaye par unka mobile kiske paas hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Karan Johar bar me Beer peene aaya..
9 bottle peene ke baad,
Waiter :Aap ko chadhti kyu nahi?
Karan :"Main mard hoon"
Waiter: Chadh gayi saale ko...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhara result acha nhi aaya,
Aaj se tumhara khelna aur T.V dekhna
band
Son!Ye 50 rupay pakro aur is baat ko yaheen dabado
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tchr-Batao Kutta Puch Q Hilata Hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy – Q ki Puch Me Itni Taakat Nhi Hoti K Wo Kutte Ko Hila Sake!!
.
.
Sidhi Baat No Bakvas.. Clear hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)