Auraton Ko Kyun Ghoorte Ho?

Lady Doctor: Tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar auraton ko kyon ghoorte ho?

Aadmi: Ji, aap hi ne bahar likha hai: Auraton ko dekhne ka samay 9am-11am.

by Pak101.com (few years ago!) / 859 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Train station par ruki

Train station par ruki. Ek aadmi khidki ke paas baethe santa se- Kaun sa station hai?Santa bahar dekh kr kuch der soch kar "lag to Railway Station raha hai".

by Pak101.com (few years ago!)
Ishq Aur Pyaar Mein Kya Farak Hai?

Teacher Ne Class Mein Bachchon Ka Dimag Jan Ne Ke Liye Puchha

Teacher: “Batao Bachcho Ki Ishq Aur Pyaar Mein Kya Farak Hai”

Koi Bachcha Kuch Bolta Is Se Pahle Pappu Khada Hua Aur Bola
Pappu: “Madam Pyaar Wo Hai Jo Aap Apni Beti Se Karte Ho Aur Ishq Wo Hai Jo Hum Aapki Beti Se Karte Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
The check which u gave

Doctor to Patient : The check which u gave me has returned back.

Patient to Doctor:The head-ache for which you gave me medicine has also returned back.

by Pak101.com (few years ago!)
Santa Jab Fifth Class Mein Tha

Santa Jab Fifth Class Mein Tha To Ek Din Madam Ne Us Se Puchha

Madam: “Santa Batao, India Ka Jhanda Sab Se Pahle Kahaan Lagaya Gaya Tha?”

Santa Kaafi Sochne Aur Dimaag Pe Zor Dene Ke Baad Bola

Santa: “Mam, Dande Par“

by Pak101.com (few years ago!)
Jab Mangni k Bad

Jab Mangni k Bad
lambe Arsay TakShadi Nahi ki Jati
To Faida kis Ko hota Hai??”

Larky Ko..?

“NO.!

Larki ko..!

” NO.!
.
.
.
.
“Easy Load wale ko.

by Pak101.com (few years ago!)
Rita: AcHanak hi tum bacHat krne lagi Ho.

Rita: AcHanak hi tum bacHat krne lagi Ho.
Gita: Ha yaHi mere pati ki akHari kwaHis tHi, dubte samay ve yaHi keH raHe tHe "BACHAO BACHAO"

by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Test yaad hai?

Teacher:Test yaad hai?

Student:Miss me Jaise hi prhne betha to light chali gai,
baad mein is dar se parhne nahi betha,
k kahin meri waja se phir light na chali jay.

by Pak101.com (few years ago!)
Shiekh: lijiye na aur RASGULLE.

Shiekh: lijiye na aur RASGULLE.

Mehman: Nahi shukria main pehle he 4 le chuka hoon.

Shiekh: waise Liye to aap ne 7 hain
lekin
khair yahan gin kon raha hy

by Pak101.com (few years ago!)
Dont Follow 2 Type of Girls

1-Jiske Piche Me Hu
Q K
Wo Tujko Kabhi Nai Milegi.
2-Jiske Pichhe Me Nai Hu
Q K
Jo Mujse Na Pati Wo Tumse Kia Pate Gi. ;->

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: why the doors

Sardar: why the doors are locked when the airplane fly.
Pathan: thinks about it for some time and reply,
.
.
.
.
.
.
Because venders should not be enter

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Dhokha Nahin De Sakte

Bania’s son

Wife: khane main kya banau?

Boy and girl of class 2

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Girl's Wish For Life Partner

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook