Mere Dadaji
Boy: Mere dada ney 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat diye thhe. .
Dost: Gardanien kyun nai katein?
Boy: Wo pehle se he kati hui thi.
by Pak101.com (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
Success Ka Naya Mantra: Har Aadmi Ki Tarakki Ke Peeche Aurat Ka Haath Hota Hai.Isliye Padhai main Samay Barbaad Mat Karo,Aurat Ki Khoj Karo.
by Pak101.com (few years ago!)
BHAKT - Bhagwan Mujhe Wardan Do Ki Main Marne Ke Baad Phir Zinda Ho Sakun
BHAGWAN- Ye Mere Bas Ki Baat Nahi Hai Putr, Ye Toh Sirf Ekta Kapoor Hee Kar Sakti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Molvi jamaat se pehlay bola: “Kisi ka paon saff se
agay
nhi hona chahiey.
Peechay kharay aik punjabi ne kaha: “Q “no ball” ho
jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik pathan apne rickshy k sath khra tha
aik aadmi aya or pucha: khan bhai iqbal town jao ge?
Khan: mei to chla jaunga lakin mere rickshay ka kon khayal rakhega?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Cheel ko English Main kya Kehte hain?
Pathan: Eagle.
Teacher: Agar Cheel Beemar Hojaye to?
Pathan: Illegal.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Break up ke baad pathan larki se: Mujhe chorr ke naa jao, jaane ki sazaa paao gi
Aagey road khudi huii hai, tum wapis yahen aogi.
by HAQ (few years ago!)
Ek Kutta Diwar Pe Mut Raha Tha Ki Tabhi Diwaar Gir Gayi Aur Kutta Marr Gaya,
Tabi Se Kutton Ne Decied Kiya Ke
“Susu Karte Waqt Ek Taang Se Diwaar Ko Sahara Diya Karenge“
by Pak101.com (few years ago!)
Aslam ek raat macher dani say bahir
so raha tha. Maa nay poocha k Aslam
beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko
bewakoof bana raha hoon. Woh
samjein gay k mein macher dani k
ander hoon, hahaha....
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Aik pthan dokan dar k pas jakr pakistan ka Flag
mangta hai
phair wo shoopkeeper ko kuch kehta hai
jis ko sun kr wo pagal ho jata hai
thinkis main aur colour dekhao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 bar ghandhi ji k sar per 8-10 baal ug aye gandhi ji naai k pas gaye,
Naai gusse sai bola inhe ginu ya katu?
Gandhi ji sharmaty howy bole inhy color kar do
by Pak101.com (few years ago!)