Search Results for 'mohabat'
Aisa Nahi k tujhse mohabat nahi humein,
ghum roz roz rehne ki aadat nahi hemein,
Har baar tere saamne sir ko jhuka liya,
aur phir bhi dekh tujhse shikayat nahi humein,
Tu ye aetbaar kar k tujhe chahte hain hum,
Tere siwa kisi ki bhi chahat nahi humein,
Hum jante hain k tu bhi hai tanga hamare bin,
Auron ki poochne ki zaroorat nahi humein,
Tu Qatal Bhi karega to aayenge tere pass,
Dekh tere bagher jeene ki aadat nahi humein:-)
0300 2711 588 / 0333 9968 674
Submited in : Romantic SMS
Characters : 510 | Sms Length : 4
Submitted By SaaMer From ( 0300 2711 588 / 0333 9968 674 )
621 chars (4 sms)
Apki Mohabat apki WAFA Hi Kafi Hai
Tamam Umar Ye AASRA Hi Kafi He
Aftari per bulao hamain Mgr Takleef Na Krna
Mere Liye Bs SIRF
KHAJOR
JUICE
SAMOSAY
PAKORAY
ANGOR
APPLE
AMROOD
BANANA
PIZA
DRUM STICK
SHAMI
CHICKEN ROLL
KABAB
SAJI
CHARGHA
BiRYANi
ZARDA
QORMA
MUTTON
TiKKA
CUSTARD
KHEIR
RAITA
SALAD
&
COCA COLA
He Kafi Hai.... =P ;->
432 chars (3 sms)
Main kitna tum py marta hun,
Aur kitni Mohabat krta hon.
Bas ik shikayt hai tum sy,
Main jab bhi perhnay lagta hon.
Tum chupky sy ajati ho,
Aur aky mujhy behkati ho.
Na jany kiya smjhati ho,
Aur apny pass bulati ho.
Yeh soch zra,
Ae mairi jaan!
Kuch kaam bhi hai is duniya ke,
Har waqt ki chahat theek nahi.
Aghosh teri to phir bhi sahi,
Lekin yeh waqt hai perhny ka.
Ja aj mujhy tu perhnay dy,
Ae NEEND..!
Mujhy kuch krny Dy.
460 chars (3 sms)
Subah
SMS
Sham
SMS
Din Men
SMS
Raat Men
SMS
Ghar Men
SMS
Office Men
SMS
Jeena
SMS
Marna
SMS
Akhir Kya Hai
Ye SMS ?
?
?
!
S= SUB Ko
M= Mohabat Se
S= Satao.
186 chars (2 sms)
Teri Mohabat Teri WAFA Hi Kafi Ha
Tamam Umar Ye AASRA Hi Kafi Ha
DAWAT Karo Meri Magr Takleef Na Karna
Mere Liye Bas
BiRYANi
QORMA
TiKA
or
PEPSI Hi Kafi Ha=)
171 chars (2 sms)
Mohabat Itni Karu K Farq Na rahe
Intezar itna karu k Waqt na rahe
Bahrosa itna karu k Shak na rahe
Aur
aur
aur
Miss Itna karu k Dooooori na rahe :) :)
169 chars (2 sms)
Lab-pe-aati hai duaa ban k tamanna meri,Zindagi ek LOVER ki sorat ho Khudaya meri,IMPRESS muj se her ek larki ho jai,Meri ek nazar pe dil apna wo de jai,Ho meri JEANS se mere badan ki zeenat,Jis tarhan MAKEUP se hoti hai HUSAN ki zenat,Ho mera kum scho0l,College k bahir FLURT krna,Her haseen larki ki MAA se b mohabat krna,Mere ALLAH parrhaayi se bachana muj ko,ISHQ ki jo raah ho ussi raah par CHALANA mujh ko.
413 chars (3 sms)
Shadi ka Vada kia Parveen seApni Mohabat thi Nasreen seAnjane me ye sub keh dia Mehreen seKia hal hua Hoga mera Pucho Samreen seAb Umeed hai Sirf Nosheen se
157 chars (1 sms)
Lakho log mohabat karte hai,
Shayad hum un jaise nahi.
Dikhane ke liye hum bhi
bana sakte haiTAJ-MAHAL,
Magar MUMTAZ ko marne de
hum vo SHAHJAHAN nahi.
167 chars (2 sms)
KHABARDAR!
"MOHABAT"sehat k liye muzir ha. Tabiat zyada kharab ho to (SHADI) kijiye.
Tamam sms "WALDAIN" ki pohanch se dor rkhye
"VIZART-E-ISHQ Hakomat-e-dil.
162 chars (2 sms)
Khusbu ne Phool ko khas banaya,
Phool ne Matti ko khas banaya,
Chahat ne Mohabat ko khas Banaya,
Kambakhat Mohabat ne Kitno ko "DEVDAS" Banaya... ;->
161 chars (2 sms)
mujh sey pehli see mohabat merey mehboob na mangh,
mangh b lo ghey kya hoga, mein nein to hazaroon mein bant dee hoyee hai
160 chars (1 sms)
Mein tum sey pyar karta hoon! mein tumharey baghair zinda naheen reh sakta, agar tum mujhe na millee to mein khudkushi kar loon gha, chahey kuch b ho jaye mein tum sey hee mohabat karta rahoon gha.
Shabash seekh liya.......ab rozana 10-15 sey yehi bol diya karna
268 chars (2 sms)
agar koi mujh sey pochchey "teri Mohabat ka naam kya hai?"
to mein kahoon" tenu kee takleef ee"
105 chars (1 sms)
aarey tum sey keh rahey hein k hum sey mohabat naam kee kissi cheez ka na zikar karna na ummeeed,
kyun k teen cheezein kabhi b badal saktee hein,
1-qismat
2-waqt
aur offcourse "Apun"
192 chars (2 sms)