Ye Padhai nhi asan
Ye Padhai nhi asan, Bas Itna samaj Lijiye,,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hari mirch ki Kulfi hai aur choos k khani hai...:p
by Pak101.com (few years ago!) / 854 views
Similar Jokes
Doctor: Meray pass aap k liay aik bad news and aik bohat bad news hai.
Patient: Well, pahilay bad news batain.
Doctor: lab k test results k baad aap 24 hours aur zinda rahain gay.
Patient: 24 HOURS!!! Aur bohat bad news?
Doctor: Mai aap ko 24 hours se talaash kar raha tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patient: Doctor, Yeh mera pehla operation hai….thoda dhyaan se operate karna.
Trainee Doctor: Areay bhai daro mat… yeh mera bhi toh pehla operation hai “Bhagwan Pe Bharosa Rakho”
by Pak101.com (few years ago!)
Nikah K Bad Dulha: Fees? Molvi: Bv Ki Khubsurti K Mutabiq Dedo Dulha Ne 10 Rupay De Diye Achank Hawa Se Lrki Ka Ghunghat Uth Gya Molvi: Baqaya To Lelo Bhai
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi Man to Funny Punjabi: Suna hai ke tumari biwi
tumari puja karti hai.
Funny Punjabi: Hanji, vo jo bhi khana mere aage
rakhti hai, vo jala ke hi rakhti hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardar was giving Medical Entry Test.
He gave definitions as follows.
ANTIBODY:
Against everybody.
ARTERY:
Study of fine art paintings.
CARDIOLOGY:
Advance study of playing cards.
CAT Scan:
Scanning for lost CAT.
COMA:
Punctuation mark.
BACTERIA:
Back door of a Cafeteria:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pagal hone ka tareeqa.
.
.
.
.
.
.
.
.
O me sadqe jaon kitna showaq hai pagal hone ka pehly kun c kami hai.
by Sabir shah (few years ago!)
MERE SMS MILE?
NAHI MILE TO YE LO
SMS SMS SMS SMS
LO CHOTE SMS
sms sms sms
YE LO REMIX
SmS sMs SmS sMs
STYLISH WALE BHI LO
$M$ $m$ $M$ Bas
ab APKI bari
by khalid hussain (few years ago!)
WARNING ! ! !
This is a VIRUS . . .
When you TURN your phone off it WON'T WORK AGAIN
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik kutta doosray se:
Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.
Doosra: Kyon?
Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat maray ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai. Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Pak101.com (few years ago!)