A donkey kicked
A donkey kicked a Sardar & ran awy
Sardar ran 2 catch d donkey.
He saw a zebra & startd beating it & said
"SALA Tracksuit pahn k dhoka De raha hai"
by Pak101.com (few years ago!) / 829 views
Similar Jokes
Sab Kehte Hai Dunia Me
Maa-Bap Se Badkar Koi
Nhi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Isliye
.
.
.
.
.
Jaldi Se Shadi Karlo
or
Maa-Baap Ban Jao
Rishta Whi,
Soch Nyi.:-P;-):-D
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jija: saali se, ap ke yahan ki sab se famous cheez kaunsi he?
Saali: jija ji, jo famous thi, use to ap legaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Says To Pathan:
Appka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Pathan:
Hoga Zaror Hoga;
25 Saal Se Amara Koon Peeta Aay..!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek din Hanuman ji patang uda rhe the. Upar se
Yamraj ne patang ki kanni kaat di. Hanuman ji
Bole- Mangal Bhavan Amangal Haari, Neeche aao
tohe patak k mari.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
What did the volcano say to his wife?
I lava you so much!
hahaha =D
by WAQAR (few years ago!)
2 hamshakal jurwan bachay Sakht sardi k mosam me apny kamrey me bethay thay,
In me se 1 hans hans k loot poot ho raha tha or 2nd udas konay me betha kanp raha tha,
Baap ne pucha: tum itna q hans rahay ho?
Wo bola "kuch nahi papa,
aaj mama ne dono bar isi ko nehla dia hY"....
by Pak101.com (few years ago!)
BAHU K 1-2 affair sunne k baad sasur ne suicide karli
3-4 k din baad sohar ne bhi suicide kar li,
magar SAAS chup aur zinda rahi.
Kiyu?
“KION K SAAS BHI KABHI BAHU THI”.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Girls tention: sawal out of sallaybus na aa jae
boys tention:
sala roll number fast banch pe na aa jae.
by Sabir shah (few years ago!)