Ek Car ki Nilami ho rahi thi
Ek Car ki Nilami ho rahi thi,
10 lac
20 lac
30 lac
Ek Aadmi ne Car ki khrab halat pe gor kiya to pas khare Aadmi se pucha :-
.
.
Is Car me esi kon si khoobi hai k iske itna daam lag rahe hai?
.
.
Aadmi :- Ab tak is Car k 10 hadse hue hai or har haadse me sirf or sirf "Biwi" ki hi Maut hui hai.
-
-
Aadmi :- 40 lakh :-) :D
by Pak101.com (few years ago!) / 686 views
Similar Jokes
Ek aurat coma main chali
gai . . .Pati murda samjh kr jalane
chala ....
Raste main arthi khambe se
takrane se aurat ko hosh agaya...
1 saal bad aurat sach main mar
gai . . .
Sab log RAM RAM SATYA hai
bolty ja rahe thy
. Lekin .
Pati ki zuban pe ek hi baat thi
KHAMBA BACHA ke.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher student se:"Table pe ink kis ne grai
hai.. ??
Is Line ko apni zaban mai kis tarha kaho
ge.. ??
.
.
.
Studnet:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
“Ye kis kuttey k bacche ne apni aukat dikhai
hai..:p :O :D:D
Student Rocks ... Teacher shocks..:p
by Pak101.com (few years ago!)
Osama Bin Ladan And Kajol Ki Mulakat Hoi
Osama: Hows Life?
Kajol: Kabhi Khushi Kabhi Ghum
Kajol: And Urs?
Osama: Kabhi Goli Kabhi Bum
by Pak101.com (few years ago!)
Yaad hai ham pehle kahan milte the……
train ruki, khidki khuli,
nazro se nazre mili aur aapne kahan,…..
ALLAH KE NAAM PE KUCH DE DE BABA!!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Jab light ho out of control
Taar ko TU kar ke goal
Taar ko TU kar ke goal konda lga ke boal
AaaaLL IS WELL
K.e.s.c kya janey kunda kahan hoga???
Tv,fridge or fan bhe tera on hoga
Tar utha Kunda laga
Kunda laga k bol bhayya
AAaAaAL IZZ WELL......
by Raju (few years ago!)
Sardar: Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?
Pathan: Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy
Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai? Me Samja Nai
Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain
by Mohammad Ali (few years ago!)
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha: main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM bhi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Ne Bank Se Loan Le Kar Car Li Lekin Loan Wapas Na Kar Saka Bank Walay Car Le Gaye
Pathan: Pehlay Pata Hota
To Shadi Bhi Bank Se Loan Le Kar Karta!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Do you know English? Banta: Yes Santa: Ok!
Then tell what is the opposite of NAAG PANCHAMI?
Banta: So simple Yaar... NAAG DO NOT PUNCH ME.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arz Hai… Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam
Aaj Ke Baad,
Kyuki
Hamari Apni Gali Mein Hi Setting Ho Gayi Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)