Marte Marte Bhi Bhala Kar Hi Dala
Ek Baar Santa Galti Se Talaab Mein Gir Gaya,
Dubte Dubte Uske Haath Mein Ek Machli Aa Gayi,
Usse Pakad Kar Bahar Fenka Aur Bola: “Tu Toh Kam Se Kam Apni Jaan Bacha Le“
by Pak101.com (few years ago!) / 1047 views
Similar Jokes
do Bandar kishti ma sawaar thy,,
aik ne kaha:: "yar kishti dagmaga rhi hai, aisa na ho k doob jaye"
dosray ne jawab diya:: "doob jany do yaar waise bhi kambakht ne kiraya bht lya hai"
hahah
by WAQAR (few years ago!)
What's the difference between a bankrupt attorney and a pigeon?
The pigeon can still make a deposit on a Mercedes.
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi aur mobile
Shaadi aur mobile me kya similarity hai?
Sirf dimag me ek hi sooch aati hai ki,
Thode din aur ruk jata to naya model mil jata.
by Pak101.com (few years ago!)
Beta papa se: Papa main itna bada kab ho jaunga ki mummy se bina poochey ghar se bahar ja sakoo.
Papa thandi saans lete hue: Beta, itna bada toh abhi main bhi nahi hua hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
2 PATHAN bank lootne gay par GUN bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: Tum Tu kehtay thy k shaadi k baad bhi Tum muJh se bohat pyar karo gay!!
Husband: Haan, mujhe kya pata tha k Tumhari shadi mujh se hi Hojaye gi
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU to MOLU-Meri bakri ne anda diya H
GOLU-Bakri kaise anda de sakti he
M-Abe gadhe Maine APNI murgi ka nam bakri rakha h
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Dudh ke saath do roti kha raha tha
guess why?
kyonki Doctor ne kaha tha halka khana lena hai
jaise Dudh, Double Roti
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladkiyo ki ada hame pasand nahi, Ladkiyo se bate hame pasand nahi,
Yeh to aane vale bancho ki jid he mumy chahiye, Varna shadi karna hame pasand nahi!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 baar 1 sardar Gangubai k ghar jata hai. Darwazy per knock karta ....
Gangubai: Kaun?
Sardar: mai....
Gangubai: mai kaun?
Sardar: tu gangubai.......
by Hassaan (few years ago!)