Pathan Dozakh Mai
1 Pathan Dozkh Se Nikla Chupke Se Janat Me Gia Farishtay Ne Bohat Mara
Pathan: Oh Bhai Main Janati Ho
Main Dozakh May Gul Khan
Se Naswar Lene Gya Tha.
by Pak101.com (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena,
warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain,
8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!
by Pak101.com (few years ago!)
aik admi dosre se: bhia ye larki kia hoti hai?
dosra:" pata nahi yar main to khud peshawar main rahta haon".
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar english k paper main fail ho gaya,
He did translation:
1.Main aam admi nahi hon
I?m not a mango man
2.Sarda or garma fruit hain.
Colda & hota r fruits
3.Mujhey bhi english ati hay
English comes 2 me also
4.do ro do chaar.
give and give four.
5.Mera taluk hari pur hazara se hay
I belong 2 green pur thousanda:)
by Mohammad Ali (few years ago!)
1st grl: aaj kal k ladkon ka koi bharosa nahi, mai to ab uska munh bhi nhi dekhungi…
2nd Grl: kyu kya hua? tumne use kisi 0r ldki k sath dekh liYa kya?
1st girl: Nhi, usne mujhe kisi aur ladke k sath dekh liya hai.
Jabki kal wo kah raha tha ki wo Out of city ja raha hai…Jhuta, dhokebaaz, farebi, hunh…
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
7 Peer 7 Chatayion Pe Bethe Thay
Aik Larka Aya
Or Sabse Aged Peer Ko Bola
Baba! Larki Nahi Set Hoti
Peer Ne Sabse Chote Peer Ko Kaha Chotu 1 Or Chatai Bicha Dey
by Pak101.com (few years ago!)
Bat ko mzak me ni lena..
Jab se nayaa saal shuru hua hai tab se ap keh rahay ho k
Ye 2 Hazaar Tera Hai.
(2013)
To Plz mere 2 Hazaar mujhe day kar kahaani khatam karo.
Eid Ki Shoping Karni Hai…!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SAAS : Kalmuhi Khuda ne tumhe 2 annkhe di hay, chawal se pathar nahi nikal saktin?
BAHU : Khuda ne tumhe 32 daant diye heini,2,4 pathar nahi chabba saktin...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy kissed her girlfriend while they are sitting in
a public place
Girl: No dear that’s not the time for that all ll be
after the marriage.
Boy: Don’t worry my sweet heart I am already
married.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pathan rozana rait ki bori cycle ke peechay rakh kar border cross karta tha.
bohat Dafa check karnay per bhi border force ko kabhi kuch na mila.
Akhir ek din khan ko rok kar pooocha giya;
khan sahib tum aakhir kis cheez ki smuggling kartat ho;
KHAN: cycle ki. G Ö Khöcha!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ankhain band karky Ayena (mirror) ke samny khara hogia
.
Bewi ne pocha; Yai kia kar rahy ho?
.
Sardar: Daikh raha ke mai sotay howe kesa lagta hon
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)