Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 1901 views
Similar Jokes
Wife : I will die
Husband : I will also die
Wife : why do You want to die
Husband : because main itni khushi bardasht nahi kar sakta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Qyamt ki 10 Nishani
=Zardari Emandari Krega
=Altaf Karachi Aye ga
=Musharaf P Muqdma HoGa
=Sheri Rhman Prda Kre Gi
=Ch Shujat ko bolna ayga
=S.Rasheed k Shadi ho Jaygi
=Imran khan Ko Sadarat Mly gi
=Qazi Husen Dhrna Chor DeGa
=Nawaz Sharif SUCH bole ga
=Mulana Fazlurehman Pant Shrt pehnEga
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Aik Sardar Ko Exam My Koi Swal
Nahe Ata Tha,
Srdar Ny Hr Swal Ky Nechay
||||||||||||
Is Tara Ke Lines Laga De Or Lika
Scratch Kr Ky Answer Par Lein
by Pak101.com (few years ago!)
Masjid K Liye Chande Ki Appeel
Ho Rahi Thi,
1 Admi Ne Khare Ho K Kaha:
Mai Bulb Lagwa Dun Ga
Dosra:
Mai Pankha Lagwa Dun Ga
Pathan Josh Me:
Hum Cable Lagwa De Ga..
by Pak101.com (few years ago!)
4 SECRETS OF SUCCESS FOR STUDENTS:
1- Kabhi Top na karo warna log tum sai jalney lagengy
2- Hamesha Late class mai jawo, es tarah har teacher tumhy yad rakhy ga
3- Zyada Parhny se Time zaya hota hai, owr Time zaya karna Gunaah hai
4- Khabi Test na do, kionke be-ezati ke 3 marks se Ezat ke 0 achay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Bach Roz Maths K Sir
ko phone krta hai.
Sir ki wife:
Kitni Baar Kaha Wo Mar
Gaye Hain.
Baar Baar phone Q karte
Ho?
Bacha:Sun K Acha Lagta Hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Height of Emotional Atyachaar-
GF- Mai ro ro k tere liye jaan de dungi
BF-Ok ro le jitna rona hai par 1 buket bhar k rona
mujhe nahana hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke
Messages.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Define a True Music Lover?
A Girl singing in a Bathroom
While Taking Bath
and a Boy Near the Keyhole
is Using His Ears Not His Eyes.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Film k poster k uper kisi peer k urras ka poster lag gaya dono thory phat gay or txt ye ban gaya
1 ticket me 2 mazy movie k bad langer b hoga Hazrat Allama MOlana Gujjar Badmash Sultan Rahi k ful action khawaten k liye pardy ka khas intazam Nargis k dill fareb raqs me shariq ho k sawab-e-daren hasil karen!
by Mazhar Khan (few years ago!)