Boy 2 grl
Boy 2 grl- Apni body to dekho jaise haddiya hi haddiya Ho!
Grl-isliye itni der se soch rhi hu k mere pas Kutta kyo khada h?
by Pak101.com (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan (Nurse se): Kia Doctor sahib ne abhi tak neend ki goli nahi bhaiji?
Nurse: Nahii
.
Pathan: Usay kaho jaldi karo, mujhe neend arahi hai, mai goliyon ke lie owr nahi jaag sakta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar in Train T.T:Ticket dikhao
Sardar: Ae ley
T.T:Ye to purani Ticket hy
Sardar: Te Mama!
Train keri Applied 4 aye
by Pak101.com (few years ago!)
Itni shiddat se maine larki patane ki kosish ki hai,
K her amma nai mujhy apni beti ka haath na dene ke saazish ke hai
Kehte hain aggar tum sache dil se larki patana chaho
Tou pori kayenat tumhare liye larki patane mein lag jati hai
Ye larki kay chakar bhi apni hindi films
ki tarah hote hain
End mai sub theek ho hi jata hai,
Aur agar sub thek na ho tou chakar khatam nhi hota
Kyn k uski choti behn abhi baqi hai mere dost…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola
k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay?
Doctor:300 rs.
Sheikh:chlain doctor sahab.
Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai?
Sheikh: mareez koi nahi hai,
Taxi wala 500 mang raha tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Aik chor makan ma dakhil huwa...
Tijori pe likha tha Right side button press karein..
. .
Chor ne aisa hi kia tau sairen baj gaya aur chor pakrra gaya..
. .
Court ma Judge ne pocha...
. .
"Tum apni safayi ma kuch kehna pasand karogay?"
. .
Chor ne afsurdah lehjay ma kaha. .
"Ma is se zyada kuch nhi kehna chahta k yeh dunya barri Dhokaybaaz hai". .
:D :D :D
HAHAHA
by WAQAR (few years ago!)
Pappu Ne Is Bar Rakshabandhan Par Apne Dosto Ke
Sath Milkar Discuss Kiya.
Pappu: “Yaar, Aaj Ke Din Koi Bhi Ladki Kisi Bhi
Ladke Ko Bhai Bana Leti Hai, Aur Duniya Kuch Nahi
Kahti Ulta Sab Khush Hote Hai”
Dost: “Baat To Thik Hai, Phir?”
Pappu: “To Problem Ye Hai Ki Karvachauth Wale Din
Kisi Ko Bhi Pati Kyu Nahi Bana Sakti?”
Hume Insaaf Chahiye….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 bandar zoo se farar ho gae.
1 tv dekh raha hai.
2.game khel raha hai.
3.tum nai ho dost aisa na socho
abi tak wo mil nai raha.
by Sabir shah (few years ago!)
Boy: Mujh se shadi karo gi........?
Girl: Kia?
Boy: Achi film hai na!
Girl:Kuttay k bachay.
Boy:What!!??
Girl: Kitnay cute hotay hian na
by Tanveer Hussain (few years ago!)