Dr. Apki bv sirf 5
Dr. Apki bv sirf 5 ghante ki mehman hai i m sory. Husband: koi bat nai dr.sahb jb 25 saal nikal gye to 5 ghante b nikal hi jayenge
by Pak101.com (few years ago!) / 854 views
Similar Jokes
Patient to Doctor: Doctor sahab kia mein operation key baad cricket khelney qabil ho jaoon ga?
Doctor: Bilkul
Patient: Wah ji wah, mein pehley kabhi naheen khela
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan :hum yahan nai rahay ga hmra paisa wapis
karo,
Itna chota kamra or 1 stool,
tum humein janwar smjhta hai.
Waiter:sir kamray may tu chalian ye Lift hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Anna : Mahangai kam karo ,
S. Pawar : Hum try karenge '
Anna : Pyar se bol rahe hai mehngai kam karo warna thappad mar ke bhi bol sakte hai
S. Pawar : Thappad se dar nahi lagta anna , anshan se lagta hai !!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni wife ke paas jata hai aur poochta hai,
Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya?
Aur phir uski biwi ne jawab diya,
Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga?
by Pak101.com (few years ago!)
Meri mohabbt ka bhi kya ENDING tha.. meri mohabbt ka bhi kya ENDING thaprapose kiya tha mene use SMS pe jo uske SHADI tak PENDING tha..
by Pak101.com (few years ago!)
12 Saal K Ladke Ne 20 Saal Ki Ladki Ko Phool Dia
Ladki Ne Kiss Dia
Wo Ghabra K Bhaga
... Ladki Ne Pucha:
Kya Huaaaaaaaaaaaaa
Ladka:
Guldasta Le K Aa Raha Huuuuuuuuuuun ;)
by Pak101.com (few years ago!)
1 jamadar gatter se jhuk k kachar nikal raha tha
pass se aik pagal guzara
pagal ne kaha mere lye bi 2 rotian laga dena
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Din Aik Pathan Ki Apne Baap Se Larai Hogaye Usne Baap Ki Photo
Qabristan Mai Aik Tree Per Lga Di
Aur Uske Neche Likh Dia
Coming Soon
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car?
Lady : I forgot the name, but is starts with “T”.
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti hai. Hamaara gaadi petrol se start hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!)