Beta:papa chalo aaj Mcdonalds
Beta:papa chalo aaj Mcdonalds chalte hain
Papa:pehle mcdonalds ke spellings to batana zara
Beta:Chalo fir KFC chalte hai
by Pak101.com (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bund se samundar nhi banta,
rone se mukaddar nahi banta,
patana hai to pure girls hostel kn patao
1 - 2 ladki patane se koi sikandar nahi banta.
by Pak101.com (few years ago!)
Beta: Papa, aap engineer kaise bane?
Santa: uske liye bahut dimaag ka zaroorat padta hai.
Beta: haa pata hai, isiliye mujhe samajh mein nahi aa rahaa hai ke aap kaise engineer bane?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pagal Khat Likh Raha Tha,
Dr. ne Poucha Kis Ko Likh Rahe Ho ?
Pagal: Khud Ko.
Dr: Kya Likha Hai ?
Pagal: Mujhe Kya Pata !
Abhi Mujhe Mila Thorri Hai:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak mujhse koi ladki nai pati.
.
.
.
.
.
Ye hai aam jindagi.:-|
.
.
.
.
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak koi ladki mujhe nahi pata saki:-P
.
.
.
Ye hai mentos jindagi:-P
.
Mentos khao dimag ki batti jalao
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa after interview: Everything went fine till
the time he asked me for my testimonials. I guess
I showed him the wrong thing!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI
HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi Apne Pati Santa Se Boli.
Biwi: “Jara Dekho Sheeshe Mein Aap Kitne Mote Ho Gaye Ho”
Santa: “Apne Aap Ko To Dekh, Tum Bhi To Kitni Moti Ho Gayi Ho”
Biwi Muskurate Hue: “Main To Maa Banne Wali Hoon”
Santa: “To Kya Hua, Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein
kuch kala hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 nursery CLASS ka bacha bola-madam main aap ko kaisa lagta hun?
Madam boli
SO SWEET
BACHA apni side Ke Larki se bola
dekha maine kaha tha na
line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)