Amma kya Tum Ne Hum ko Paida
Pathan;
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida Hone Se Pehle Dekha Tha?
Amma: Nahi To
Pathan:
To Phir Paida Hone k Baad Hum ko Pehchana kaise k Me Gul Khan hun.
by Pak101.com (few years ago!) / 1032 views
Similar Jokes
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May Jhagar Tean Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Papu ki master se hui ladai mastr ne ki
paapu ki dhulai papu ka grm hua khoon.
gaya kabristan aur kabr pe master ke
photo tang k likh diya COMING SOON
by Asim Raza (few years ago!)
Maths mis: A=B, B=C, So A=C.
Prove this method with example.
Student: Mis, I love u. U love ur daughter. So i love ur daughter,
Thats all mis
by Pak101.com (few years ago!)
Ahmed FARAZ vs WASI Shah
=*=*=*=*=*=*=
1. Urte hue parindon ko koi qaid nhi kr skta "Faraaz"
Jo apne hote hain woh khud he loat aate hein..!
=
Wasi reply to Faraaz
.
Na rakh Umeed-E-Wafa kisi parindy se "WASI"
Jab par nikl aatay hain apna hi Aashyana bhool jaty hain.
by Abdul Sami (few years ago!)
Funny Truth...
.
.
.
No one is as ugly as their identity card picture...
.
.
.
.
Nor as good looking as their facebook profile
picture.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sasur ne Daamaad se kaha : 6 saale me 8
baache.Ye kya hai?
Daamaad : Maine aapse kaha tha Gareeb jarur hu
par aapki beti ko kabhi khali pet nahi rakhunga!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Delivery ke waqt
Lady- God Ladka
Man- God Ladki
God- Shut Up
Dont Confuse Me
Varna aisa confuse item bana dunga ke
tum dono roage or wo tali bajayegae!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:
Yar Aaj Maine Apni Bivi
Ko Kisi Aur K Sath Cinema Jatay Hue Dekha
Dost: Tou Un K Pechay Kyun Nahi Gae
Sardar:
Yar Maine Wo Film 4 Dafa Dekhi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki - Swami ji mujhe future dekhna sikhaa do.... :p
Swami - apni Ankhe band krke apna gaal aage karo...
Girl - are nahi karungi aap kiss kr loge... :/
Swami - le dikh gaya na future
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Tumhara Shop Ka Doodh Kharab Hai
Shrbat Me Dala Phat Gaya
Dudh Wale Ne Pocha
Konse Sharbat May Dala Tha?
Pathan : LIMOO PANI Me
by Abdul Hannan (few years ago!)