Facebook Ka Junoon
Facebook Ka Junoon… Patni Ki Maut Par Bholu Pappu Se Milne Gaya: Bholu: Bhai Bahut Galat Hua, Muje Afsos Hai….
Pappu: Yeh Rona Dhona Chod….Jaldi Se Laptop Le Aa… Bholu: Par Kyun ?? PappU: Yaar Facebook Pe Relaionship Status Update Karna Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1071 views
Similar Jokes
Dr. to Patient’s frnd: Agr 1 ghanta pehle le aty to hum isy bacha lete.
Friend: Aby saly,
aadha ghanta pehle to iska accident hua hai 1ghanta pehle kese le ata?
by Mazhar Khan (few years ago!)
4 Pathan Janazay ko Tezi se le kar
Qabron k Ooper se Guzar Rahe Thay:
Aadmi: Oye Sharam Karo! Neechay Laashain Hain.
Pathan: To Ooper Konsa Humne VCR Uthaya huwa hai?
by Abdul Hannan (few years ago!)
When someone says bahut garmi hai yaar
hand them a packet of lays and say
Lo hawa kha lo :D :D :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Indian:
Humare Mulk Me Taj Mahal Hy
“Lekin Uske Andar Parinda B Par Nahi Mar Sakta”
Missri:
Humare Mulk Me Itna Husn He
“Lekin Kisi Larki Ko Koi Touch B Nahi Kr Sakta”
American:
Humare Mulk Me Esi Police Hy
“K Koi Hiley To Police Pohnch Jati Hy”
Pakistani:
Hum Woh Qoum Hein
K “Misar” Se Larki Utha K
“Taj Mahal” Mai Date Maar K Wapas Aa Jaen Tab Bhi “America” K Abbay Ko B Pata Naa Chale.
*Proud To Be Pakisani*
by Pak101.com (few years ago!)
Sacha Dost Wo Hota He Jo
Exam Me Aapke Paas Wali Window k Samne Aake Bole..
?
... ?
?
Abe Kitna Likhega Jaldi Chal Teri Wali Jaa Rahi He.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main
Nay Chupa Di Thi,
Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!)
Daku pathan k ghar ghus gaya
aur bola jaldi btao sona kahan hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pathan: pagal ka bacha! itna bra ghar hai, kahin bhi so jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Doctor, you must help me. I'm under such a lot of stress, I keep losing my temper with people.
Doctor: Tell me about your problem.
Patient: I just did, didn't I, you stupid fool!!
by Pak101.com (few years ago!)
Fattu : Oye Tu Ladki Dekh Aaya? Kaisi Hai?
.
.
Pappu : Rang See Kali Hai Aur Kaan Se Kam Sunti Hai..
.
.......
Fattu : Zara English Me Kaho...
.
.
.
Pappu : 'BLACK-BERRY' Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Tution sir:
Abey Gadhey, Homework kyun nahi karta hai tu!
Modern Student:
Tameez Se Baat Kar, Saale Customer se aise baat karte hai kya?..?
by Pak101.com (few years ago!)