3 Friends Saath Mein Bethay They
3 Friends Saath Mein Bethay They
1st One:
Yaar Main Itni Garam Chaye (Tea) Peeta Hoon K Jaisay Hee Ketlee Say Cup Mein Nikalti Hai Mein Peejata Hoon
2nd One:
Yeh Konsi Bari Baat Hai Mein To Ketlee Mein He Tyaar Ker K Ketlee Mein Hee Peejata Hoon
3rd One:
Uhh.. Yeh Konsi Bari Baat Hai
Main To Muh (Mouth) Mein Doodh, Patii Aur Cheenee (Sugar)
Daltaa Hoon Aur Gas Par Baith Jaatha Hoon
by Pak101.com (few years ago!) / 870 views
Similar Jokes
Insan sub se zyada mafi kis se mangta h?
BOSS k samne?
WIFE k samne?
GIRL Frnd k samne?
Nahi?
?
?
Phir
?
?
Bhikari k samne
"Maff Karo Baba,Aage Jao.....
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Ye aap ki shirt per lipstick ka nishan kahan se aaya.. ?
Husband: Mai khud heran hon!
Maine tu uss wakt shirt utari hui thi..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar G Kahin Ja Rahe Thay
K Dewar Pe Parha
PARHNE WALA Kutta
Sardar G Ko Bahoot Ghussa Aaya
Tou Mita Ker Likh Diya
Likhne Wala Kutta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Hassaan Chohan (few years ago!)
Aik Pathan Quaid E Azam K Mazar Ja Kar Dua Kar Raha Tha,
“Mera Prize Bond Hr Soorat Mein Nikalna Chahiye.”
Jaisay Hi Wo Mazar Se Bahir Aya
Kisi Ne Us Ki Jaib Se Prize-Bond Nikaal Liya. Wo Dobara Mazar Par Gya Aur Bola,
“JINNAH SAHIB, Pehley Puri Baat To Samajh Liya Karain.
by Pak101.com (few years ago!)
Memon Shadi Ki Raat Main Bv Se:
Apna Haath Dejye..
BV Ne Sharma K Kalai Aagay Barha Di Or Ankhain Band Ker Leen,
Jab Thori Der Me Ankhain Kholeen To Memon Marker Se Haath Pe
Ghari (Watch) Bana Raha Tha…
B.V: Ye Kia?
Memon: Moo Dikhaee…
by Pak101.com (few years ago!)
Dukh is ka nhi k hamari light nhi hy Khushi is bat ki hai k kisi ki bhi nahi hai..:-) hahaha ( ',')/ <)) bally bally / > Is prcham k saye talay hum ek hain. Hm aik hain 8-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek makhi ki halat bht kharab thi woh doctor k pass gai,
Doctor: kiya hua?
Makhi: bus chai(tea) main gir gai thi, Parhne wale sahab ne choos choos ker halat kharab ker di.
by Pak101.com (few years ago!)
*Anmol Moti*
Agr Tm Chahtey ho K Tmhry Pas Hmesha Dosto Ka Hjoom Rahy Tou Ye 4 Cheezaen Apney Pas Rkkho..
1.UPS
2.Genratr
3.Thanda pani
4.bareek pin wala charger
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kya kr rhe ho?
Agr farig ho tu mre pas aa jao
.
.
.
aur paas
.
.
.
aur paas
.
.
|!....
|! aur mujhe pnkhe se hawado
|! Lite nahi aa rahi.... bohat garmi lag
|! rahi hai
by Abdul Hannan (few years ago!)