ek kanjoos ladki shopkeeper se
ek kanjoos ladki shopkeeper se boli- aisa saboon do jo kam ghise aur nahane k bad chehre par laali la de..... shopkeeper naukar se bola memshab ko 1 eet ka tukda laa do.
by Pak101.com (few years ago!) / 1108 views
Similar Jokes
American: Hamare yahan shaadi e-mail se bhi hoti hai.
Laloo: Kamal hai hamare yahan to shaadi sirf female se hoti hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se
bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna
bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai,
mujhe goli maar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ROGER FEDRER: I HAVE GRET KNOWLEDGE ABOUT TENNIS, U CAN ASK ANY THING.
PATHAN: OK TELL ME , HOW Many HOLES R THERE IN A NET ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
MaStIkHoR BaCcHe ?
Bachpan se abhi tak 2 cheezein bilkul nahi badli
1-Mumma ka pyar:-*
aur dusra
;
;
;
;
;
;;
M.D.H. masaalon k ad wala BUDDHA
by Pak101.com (few years ago!)
Aik perley darge ke sust-ul-wajood shaks ne apne aik dost se kaha. Bhai meri to hamesha qudrat ne madad ki hai.
Kaise?
Sust aadmi bola.
Main ne kuch darakht girane ka program banaya tha ka toofan aagia aur kuch darakht gir gia is kay baad mujhe kura karkat ke dher ko jalana tha kay aasmani bijli karki aur kura karkat kay dher khud ba khud jal kar rakh ho gia.
Ab kia program hai.
Dost ne sust-ul-wajood se pucha.
Mera program zameen se aaloo gajarain nikalne ka hai aur main is kam ke liye zalzaley ka muntazir hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lrka: Meri os jgah
hath lagao jahan
haddi na ho
Lrki
muskratey huey:
Chal phir nikal
bahir,
pakron
.
.
.
.
.
.
.
.
zubaan ko
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek dehaati bhaga bhaga angrez tourist key paas pohancha or bola, “Meri bhens bhaag gyee hey, aap ney to nahi dekhi?”
Agnrez: O I See…
Dehati: Aai si tey phari kyun nahi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam karna ..
by Pak101.com (few years ago!)
Dear Customr,
Ab”WAPDA”
Laya Naya Packeg.
“5 Ka 55?
Yani her ghnta 5mint Light jalane
Per 55mint Loadsheding
Bilkul Free.
Faaidy=
1-mobile charge na hone se balance ki bachat.
2-TV na dekhne se gunhaon se bachne k ziada amkanat.
3-Bijli jane pr sabar karne!se jannat mein jane k ziada amkanat.
4-Bijli ane pr shukar karne pr ALLAH k shukar guzar bandon mein shamuliat.
Ye Offr La Mhdud Muddat K Lye Hai
“WAPDA” or awaam ki GAALIAN hamesha ka sath” :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
RAAZ Dr. ne kha he k muje blood pressure he Jiski vaja se muje hert attack b ho sakta hy
FARAZ-Nhi aa skta.
R-Q.
F-Q..ki Ap Pathar dil he
by Pak101.com (few years ago!)