Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek dost ne uss se poocha, “Kyu, tension mein ho.”
Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupeey diye thay, ab saale ko peehchan nahi pa raha hoon!
by Pak101.com (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
Aj Ka Sabaq..
Agr Koi Hum Ko Acha Lagta Ha Tou Acha Wo Nhi Hum Hain,
Our Agr Koi Hamain Bura Lgta Ha Tou Bura Wahi Ha.
Kio K Hum Tou Achay Hain Na ..
Zindagi Say Koi Cheez Mango Tou Aese Maango,
Jesay Aap K Baap Ki Thi,
Our Nhi Mili Tou Konsi Aap K Baap Ki Thi.
Agr Koi Aap Ko Daikh Kr Darwaza Band Kr Daita Ha Tou Yaad Rakhain,
Kundi Dono Taraf Say Hoti Ha Aap Bhi Bahir Say Band Kr K Bhaag Jaye…
Aj K Liye Itna Hi Kafi Ha …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Docter:bachon ko pani dene se pehaly ubaal lena chahye.
Sardar:wo to theak hai magr ubalane se bacha mar nai jaega.
by Sabir shah (few years ago!)
PATHAN: Aj meri Juma ki NAMAZ nikl gai
Friend: wo kase?
PATHAN: IMAM sahab bole Apny MObile of ker dain ,
Mera mobile Ghar tha jab ker ke aya to JIMAAT nikal gai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Joota chupai ki rasm K waqt dulhay ki ek sali ne kaha men to 1100 lungi,
2nd sali boli men to 2100 lungi,
peeche se ek PATHAN bola 2310 mango,
us mai FM B hy...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bill Gates: Hamare country mein log aaj-kal email
se shaadi karte hain.
Funniest Laloo Yadav: Bill Sahib Ji, hamare Bihar
mein to sirf female se hi shaadi karte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek larki ne namaz parhi aur shadi kay liye dua mangne lagi to sharama geye kahne lagi
"Aey Allah mein apne liye kuch nahi mangti bus meri Ammi ko ek Khubsurat Damaad de de.
.
.
.
Pata he kya hua
.
.
USKI choti behan ki shadi ho gai.
M0RAL: Duaon mein funkaarian nahi kerni chhiyen.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara...
by ashfaq (few years ago!)
Na Padne Ki Wajah Se Ek Din Santa Ne Pappu Ko Dant Te Hue Bola
Santa: “Agar Tu Is Bar Fail Ho Gaya To Mujhe Dad Mat Bulaiyo”
Kuch Din Bad Jab Pappu Ka
Result Aya To Vo Report Card Leke Ghar Aaya
Santa: “Kya Raha Result?”
Pappu: “Chhod Yaar Suresh, Mat Puchh“
by Pak101.com (few years ago!)
Conductor- Tu hamesha darwaje pe khada rehta hai, tera baap chaunkidar hai kya?
Pappu- Tu hamesha paise mangta rehta hai, tera baap bhikhari hai kya? :P
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Judge Saab
Mujhe TALAAQ Chahiye
Meri Biwi Ne 1 Saal Se Mujhse Baat Nahi Ki
Judge :
1 Bar Phir Sochle Beta
Aisi Biwi Nasib Walon Ko Milti He
by Pak101.com (few years ago!)