Akbar: Hamare ammi abba humse
Akbar: Hamare ammi abba humse itni mohabt karte thhe, ke hame sulane k lie sari sari raat jagte rehte, or hum fir b na sote the.
Funny Birbal: Tbhi to aap eklote reh gaye huzoor.
by Pak101.com (few years ago!) / 1006 views
(Rated 1 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)
Airhostes ask 2 lalu -- r u veg or non veg?
Lalu -- i m INDIAN.
Air again ask no sir i mean r u shakahari or maashahari?
Lalu -- Na re sasuri i m Bihari.
by Pak101.com (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by khalid hussain (few years ago!)
Wife bathroom se naha ke nikli to Santa use ghur
raha tha!
Wife romantic hokar:
Kuch karne ka irada hai kya?
Santa 2 thappad maar ke bola:
Mere garm pani se kyu nahay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Crack: I would rather see Banta hanged.
Jack: You marry him and it wont be long before he will hang himself
by Pak101.com (few years ago!)
Aik borhi orat nay 100 police walon ki dawat ki.
Police officer: Amma G ye khana kis khushi mai khilaya?
Amma: Mai manat mani si k mera ghar bn giyatay mai 100 haramdian nu roti khwaon giEs lai tawanon roti khawai
Police officer hans K bola:Amma aina takaluf Q'n kita1 wapda wala sadd laina C.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik dewar pe lika tha, Kutta thook raha hy
Pathan ne wahi par thooka aur hans ne laga hahaha Thooka ham ne naam kutte ka aya
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Sheeshay K Saamne Beth Kr Study Krta Tha
Why? Coz Of 3 Reasons:
Dobara Revision Na Krni Pare
Apne Uper Nazar Rahe
& He Likes Combine Study!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Was Inserting Dog’s Tail
Into Pipe
Banta: Oye, Kutte Ki Dum Kabhi
Seedhi Hui Hai Aajtak?
Santa: Idiot,Main To Pipe Bend
Kar Raha Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Polio team drwaze pr aai
Pathan BV se:bandooq or kartoos kahan hen?
Polio team bhagi, peche se pathan ne awaz di:
Ruko bhai, ye mere bachon k naam hen…
by hearthackervsgirls (few years ago!)