DIDI
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai.
Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1120 views
Similar Jokes
Boy: what will u give me as reward if i climb Mt.Everest? Girl: A push.
by khalid hussain (few years ago!)
Girl.. Aj tum jo bolo gay main manu gi.
Boy.. Har bat manu gi??????
Girl.. Han har bat, kuch b ho, k0i b ho...
Boy.. Soch lo???
... Girl.. Soch liya hai.
Har bat manugi.
.
.
.
.
.
Boy.. Phir aj k bad panch waqt ki Namaz parhna.
Har Boyfriend kamina nai hota..
( ',' )
_/) (>
| \_ Geo Haji Sb
by Pak101.com (few years ago!)
Mamu -Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
Mamu ka dost -Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Urdu ke liye 1 dabayye, English ke liye 2 dabayye.
.
.
.
.
.
.
.
Saala ye to Hindi bolne wale ke sath nainsafi hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife:-I will die.
Husband:- I will also die.
Wife:-why will you die?
Husband:- because I can’t bear that much happiness
by Pak101.com (few years ago!)
Tchr: story sunao with moral.
Santa: 1din hm un k gar gye to wo soye huye the,1 din wo hmare ghar aye to hum soye huye the.
Moral: Jaisi karni, waisi bharni.
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar Singh: Are O Kaaliya Kitne aadami thay re?
Kaaliya: Kya Pata Sardar? main toh aurtein gin raha tha…
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar kay han 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya.
Dost : Yaar udas kion ho?
Sardar : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Doctor sahab, mere pati aajkal neend mein baat karte hain koi upay bataiye…. kya karu?
Doctor: Din mein unko baat karne kaa mouka deejiye…. sab sahi ho jaayega
by Pak101.com (few years ago!)