Father: So less mark
Father: So less marks???
I should slap you two times
Son: Yes father
I have even seen the house of the teacher
by Pak101.com (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Faqeer: 5 rupy ka sawal haI baba. . . !
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
SHaikH: puchoO shayad mujhay aata hO.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek bar ek male sardar aur uski biwi station gaye, wahan par punjab mail aayi male sardar usme chad gaya aur darwaze se bahar nikal kar apni biwi se bola ki ruk ja abhi punjab female aayegi usme tu ana yeh punjab mail hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Words For Life Time...
"Try to make At-least 2 Persons Happy in a Day."
But Make Sure that One of Them is
YOURSELF. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
T.T: Bachy ka Tckt Half nai pora hoga, iske Umer 12 se zeada hai.
Baap Ghusse Se: Iske umer 12 se zeada kese hoskte hai? 12 sal to meri shadi ko hue hain.
T.T: Me yahan ticket chk Krne Aaya hun,
Gunahon ka Aiteraf Sunne nai.
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi Bazurg Ne Kaha Hy,
.
K
.
.
Larkiyon Ki Aadhi Zindagi
.
.
Husband Ki Talaash Mein
.
.
Or Baki Aadhi
.
.
.
.
.
.
Husband Ki Talashi Mein Guzar Jati Hy..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka
Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain
Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar
Totkay ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : O Banno Car ki speed itani kyo badha di..?
Biwi : Oji Car ki break fail ho gayi hai, accident ho
jaye iske pehele ghar pahunch jaate hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
gabbar paida hote hi maa ne kan ke niche lagai baap kiyun mar rahi ho maa kambkhat paida hote hi puch raha hai kitne ADMI the
by Pak101.com (few years ago!)
Jo marzi ho jae pakistanion ka aik hi naara hai.
;-
pakistan zindabad
by Sabir shah (few years ago!)