Ladka Ghar der se Lauta
Ladka Ghar der se Lauta
Maa- Kaha tha?
Beta- Film dekhne gaya tha "Maa kA Pyar"
Maa- ab Uper Jakar 1 reality Show dekh "Baab ki Maar"
by Pak101.com (few years ago!) / 992 views
Similar Jokes
Qabr Ma Frishte 1 Admi Ko Mar Rahe The Phr Bhi W0 Hans Rha Tha
Frishte Na Wja P0chi
To Usne Kha Ke:
Mai Khudkash Hamla Mai Mra Hu
Ye Sir Mera Ha 0r Jism Kisi Or Ka
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Begum tumhari gerdan pr ajeeb si cheez hai. . .
Jisay daikh kr khouf aata hai . . .
Begum(dar k): Wo kya?..
Husband: Tumhara Munh
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Techr: tm class me ghada kyn le aaye?
Studnt: sir, ap ne hi to bola tha k ap ghade ko b insan bana dete ho so mai isi lye is k le aaya hun. :
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Arbi Bathroom me phone pr BAT kr raha tha ,
PATHAN ne Suna to andar jakr ARBi ko boht mara ,
logo ne pucha to bola,
Ye Kameena Bathoroom me TILAWAT ker rah ta..!!!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
EK DOST DUSRE DOST SE APANI PATNI KI
DHOKHE BAJI KE BARE ME BATATE HUE BOLA- ”
MAI KUCH DINO KE LIYE BAHAR GAYA THA - AUR
JAB MAI GHAR AAYA TO MAINE APNI PATNI KO
APNE HI DOST KE SATH BADROOM ME DEKHA,
JABKI MAINE USE APNE LAUTNE KA SMS BHI
BHEJA THA, TUM HI BATAO, ISE KYA KAHENGE?”
DUSRA DOST BOLA- “YAHI KI SHAYAD USE
TUMHARA SMS NAHI MILA.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM
by Pak101.com (few years ago!)
Santa hamptay kamptay ghar may dakhil huwa
Or haath may gold ka Ek cup pakra hua tha,
Wife: ye cup kahan say mila?
Husband: mai daur me first aya hun.
Wife: doosre aur teesre number par kon aya?
Husband: doosray number par police afsar aur teesray number par cup ka maalik...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr
bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka
board lagaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife : Tum Toh Chahte Ho K Main Mar Jaon Aur Meri Tamam Cheezai'n Tumhari Ho Jaye'n.
Hasband : Lehhh, Eddddi Tu Benazeer'..
by tanveer hussain (few years ago!)