Pati- Meri Nazar Kamzor Ho Gayi
Pati- Meri Nazar Kamzor Ho Gayi Hai, Sochta Hu Chashma Banwa Lu.
Patni- Rehne Do! Colony Me Mujhse Sundar Koi Nahi Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1151 views
Similar Jokes
Us shakhs se ziyada bad naseeb kon hoga
jis ki MAGGI me se masala ka pack hi na nikle
by Sabir shah (few years ago!)
Tcher-Tum Desh k liya Kya Kya karte ho?
Santa-Pani ki Bachat karta hu
Hafte me sirf 1 bar nahata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Mam:-Hanumaan Kiska Chhora tha?
Student:- Jaat Ka
Mam:-Woh Kaise?
STudent:- Uskay Kaam Jaato walay thay Ladai kisiki , Lugai Kisiki , Poonchh apni Phukwa li.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne apne 6 month k baby ki birthday party arrange kr li,
Kisi ne pucha:
6 month k baby ka brthday kese?
Santa: hum semester system ko follow karte h
by Pak101.com (few years ago!)
Jin: bottle sy Aazad hone k bad,
kya hukam hy mery Aaqa?
Admi:
Kuch Aesa karo k Dunya mein Jitny Shohar hain unki Biwiyan unki Farmabrdaar hojaen
Jin:
Bottle mein Wapis Jaty howe Bola Biviya Or FarmaBardar
"Chacha Bottle ka Dhakkan zara tight Band karna"..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ki Suhagrat Ke Agle Din Subha Santa Ki Biwi Bade Pyar Se Use Boli
Biwi: “Janu, Hamari Shaadi Ko 24 Gante Ho Chuke Hai”
Santa Romantic Mood Mein: “Haan, Aur Dekho Aisa Lagta Hai Jese Kal Ki Hi Baat Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
1 aurat Coma main chali gai
shohar murda samajh kar dafnane chala.
Raste main janaza khambey se takrane se aurat ko hosh aa gaya.
...1 haftey baad aurat phir chal basi.
Sab log kalma parhte huwe ja rahe the
lakin shohar ki zuban pe 1 hi baat thi
.
.
.
.
.
.
.
.
"Khamba dekh k Oye
Khamba dekh k :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Thappar maar k naraz wife se husband bola:
Aadmi usay maarta hai, jisay pyaar karta hai.
Wife husband ko 2 Thappar maar k boli: Aap kya samajhte hain, k main aapse pyar nahi kerti.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek mareez kisi chemist key paas doctor ka nuskha laaya jis per nasha aawar dawa ka naam likha hua tha
Chemist ney ek nazar nuskhey per daali or mareez ko police key hawaley ker diya
Agley din inspector chemist key paas aaya or poocha: Tumhein kaisey pata chala key nuskha jaali hey?
Chemit: Jitni achi handwriting mein nuskha likha hua tha, likhney wlaa kuch bhee ho, doctor nahi ho sakta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)