Wife Agar Husband Ko
Santa: Wife Agar Husband Ko Naukar Smajhe To Husband Ko Kya Karna Chaiye ?
Banta: Zayda Kuch Nahi
Do Char Ghar Aur Dekh Lene Chahiye
by Pak101.com (few years ago!) / 881 views
Similar Jokes
Plz sirf ek bar kehdo
Sirf ek bar..
December ki woh yaaden mujhe lota do,
Woh bhegi bhegi ratein,
Woh haseen lamhaat,
Jub tum mere bilkul qareb aakar,
Aankhon mein ankhain dalkar,
Jub tum ne..
Kaha tha!
Aande lee loo aande, garam aande!
by Abdul Sami (few years ago!)
Big 3
waseem akram ki bivi (aus)
imran khan ki bivi (eng) aur shoaib mali ki bivi (india)
;->
log waise kehte hain pak big 3 k mukhalif hai big 3 to humara susral hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa:Meri Premika Ki Mang Itani Badi Thi Ki Mujhe Usase Rishta Todna Pada.
Banta: Uski Mang Kya Thi
Santa: Shadi ki.
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU:Dehaat se aye ek admi ko english ke sirf do words aate the, phir b usne shehar ja ke lakho rupye kamaye. MOLU: Kaunse words
GOLU: HANDS UP
by Pak101.com (few years ago!)
Girl frnd
Meri photo de2 muje new bfrnd mil gaya h
Boy frnd ne 30 photo's bhej ke likha
Inme se dhundh le muje to teri shakal bhi yad nai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy: agar me mar gaya to kiya tm dosri shadi kerogi?
Girl: nai me apni BEHAN k 7 reh longi
Girl: agar me mar gayi to?
Boy: Me b tumari BEHAN ke sath rahlonga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hamesha Apni Pasand ke raaste par chalo
.
Apne tariqe sew muhabbat karo
.
Apne alfaz main baat karo
.
.
Sirf woh karo jo tumhara dil kahe
.
Phir dekhna aik din duniya kahegi
.
.
.
ke beghairat ksi ki sunta ni hai
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Ko Gali Me Para 100 Ka Note Mila, Jis Pe Likha Tha
“Eid Mubarak”
Pathan Ne Chup K Se Note Jeib Me Rakhte Huye
Kaha
“Khair Mubarak”
by Pak101.com (few years ago!)
Father: Nalaik
Parhlo Kabhi Tum Ne Apni
Book Khol Ke
Bhi Dekhti Hai?
Son: Han Abu
Roz Kholta Ho
1 Book,
Father: Konsi
Son: FaceBook,
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa! Ik sawal ka jawab to do,
WO konsi ungli hay jis mein haddi nahi hoti?
Pathan! Nahi pata?
Santa! Dastaney ki...
by Pak101.com (few years ago!)