Santa joins as accountant
Santa joins as accountant
Wo Pen ke sath scissors bhi le jata hai pucha kyon
Santa: Mujhe Cheque bhi to Katane hai
by Pak101.com (few years ago!) / 857 views
Similar Jokes
dual heart attack msg by a grl to her b.friend :
1st msg : lets break up now . its all over..
2nd msg:
sorry !! sorry !!
DIS MSG WAS NOT FOR U !! :P
by nadeem (few years ago!)
Pappu: Biology Ka Practical Karte Hue
Examiner ne 1 bird ki taang dikhai, or Pappu se us Bird ka naam pucha?
Pappu: I Don't Know
Examiner :you are Fail, tumhara naam kia hai??
.
.
.
.
Pappu : hamara taang dekho or hamara naam batao
Examiner : nahi pata
Pappu: jao tum bhi fail!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa=kaha ja rahe ho
Banta=Police Station,Mere ghar me chor aya hai
S=Bibi ko akela chod dia
B=Nahi,usne chor ko baho me jakad rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum
smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko
malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat
kar rahi ho.????
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya, kaha na kabhi kabhi aata hai yaar.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apne Office Se Chori Se Jaldi Ghar Gaya,
Waha Usne Apni Biwi Ko Boss Ke Sath Mast Wali Harkate Karte Dekha,
Wo Bhag Ke Office Wapis Office Pahuncha Aur Man Hi Man Mein Socha
Santa:Baap Re Baap! Aaj Boss Dekh Leta To Pakka Naukri Gayi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Meine maa se pucha “Kab tak meri fikar me is tarah raton ko jagti raho gi?
Maa ne kaha:
“Jab tak tu apni dusri Maaon se bat krna nhi chorega”:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa horse par ja raha tha.
Voh red light jump karta hai.
Police vala siti bajata hai.
Funny Santa ghode ki tail opar kar ke kehata hai: Le karle number note.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aj Me Bus Ke Peache Ghar Tak Bhagta Huwa Aya Ho
Or Kirye Ke 20 Rupe B Bacha Lie.
2sra Pathan:
Tum Bhut Bewakoof Ho Rikshe Ke Peache Bhagte
To 80 Rupe Bach Jate. :
by Abdul Hannan (few years ago!)