Kal maine tumhaare ghar gaya
Boy: kal maine tumhaare ghar gaya tha. lagta hai hamaari shaadi nahi hogi.
girl: kyu? pappa se mile the kya?
Boy: nahi, tumhaare behan se milaa tha
by Pak101.com (few years ago!) / 873 views
Similar Jokes
Ek chor sardar ka mobile lay kar bhag gaya sardar hasne laga
dost: woh tumhara mobile lekar bhaga aur tum has rahe ho.
Sardar: bhagne do charger to mere pass he
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar 2 Sardarni:
Ajj 4 Wajjay Khotyan Di Race Aye, Main Uthey Jaana Aye.
Sardarni: Bus Rein Diyo,
Turya Jaanda Nai,
Tay Race Lao Gye
by Mohammad Ali (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor
donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Techar:Galti hone pe maafi magne wale ko kya kehte hai
GOLU:samajdar
Techar: aur galti na hone pe bhi mafi magne waale ko?
GOLU: boyfriend!
by Pak101.com (few years ago!)
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Explain The word "AUTOMATICALLY"
....Nahe pata
i"ll xplain... ager koi ganji ladki auto mein bethi ho
to use kehte hain auto_mein_takli
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ak admi bchay sy. . . . . . . . .
“kia tum rat ko dua parh kr soo ty ho????
Bcha: Nahe, mgr meri ma dua parh k sote ha….
Admi:wo kia prte ha???”
Bcha:”Ya Allah tera shukar ha k muna soo gaya. . .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA-Bhiga sa lagta h Alam mujhe
Bhigi si lagti h subah mujhe
Bhiga lag raha h sara jaha mujhe
BANTA-uth sale,bistar pr susu kr dia h tune.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Office Se Ghar A Raha Tha, Rasty Me 1
Larke Ne Usy Batya K
Tumhari Biwi Kisi Ki Shadi Me Nach Rahi Ha,
Pathan Ghar Gaya Or Darwaze Pe Danda Le Kar Khara Ho Gaya.
8 Bajy,10 Baje,Or Phir 11 Se 12 Baje.
Biwi Nahi Aayi.
1 Bajay Pathan Ko Yaad Aaya K
Humara To Shaadi Hi Nahi Hua. . .
by Pak101.com (few years ago!)