Life ko kaun zyada

Life ko kaun zyada achga bana sakte hai GirlFriend or wife? ? ? ? ? ?

Dono hi! Bas kisi dusre ki hone chiaye.

by Pak101.com (few years ago!) / 855 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

pathan logic!

Pathan's Logic

Who Is The Leader Of Ducks?

Ans: 'Frog'

Why?







Because Frog Is
'MAINDUCK.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Zoo Mein Ek Sher Ne

Zoo Mein Ek Sher Ne Santa Ko Maar-Maar Ke Zakhmi Kar Diya.
Logo Ne Hairan Hokar Sher Se Puchha.

Arey Tum To Bade Sidhe-Sadhe Shareef The, Santa Ko Maar Maar Ke Kyu Zakhmi Kiya”

Sher Gusse Se Bola: “Arey Sale Ne Dimag Kharab Kar Rakha Tha, Kitni Der Se Bole Jaa Raha Tha, Itni Badi Billi – Itni Badi Billi“

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ka Baita Awaaz

Pathan Ka ßaita Awaaz ßadal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy..

"Maira ßaita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa §Akta"

Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay §Y ßola..

Tum Kon ßaat Ker Rahay Hou?

ßacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu ßaat Ker Rahay Hain..

by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
1 miss call

Pathan: Miss apne kal mujhe call q ki thui kya kaam tha mujh se??

Teacher: Main ne to koi call nhn ki.

Pathan: To phir mere mobile pe kyun likha tha "1 miss call"?

by Abdul Hannan (few years ago!)
10 Rupee Ka Faida

doctor ne mareez se kaha.main ek mahinay se 50 rupee ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor …..acha to main ap ko kal se 40 rupee ki dawai dun ga.
jis se ap ko roz ka 10 rupee ka fayda nazar aye ga.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Waiter

Waiter: Khan Sahb, 10 Rs Tip To Meri Insult Hy..

Khan: To Phir..?

Waiter: 20 Rs To Hon..

Khan: Main Tumhari Double Insult Nhi Kr Skta..!!

by Mazhar Khan (few years ago!)
1gareeb ladke ki shaadi ho rahi

1 gareeb ladke ki shaadi ho rahi thi. pandit-kaho "mera apna sab kuch apni patni ko deta hun"
peeche se aawaz aai: "lo bechare ki cycle bhi gayi.

by Pak101.com (few years ago!)
ik Sardar jab bhi kapray dohta

ik Sardar jab bhi kapray dohta tu bht Zor ki barish ho jati.Aik din bht dhup nikli to sardar ny shukar kiya aur dukaan say SURF lenay chala gaya, Jb dukaan mai enter hua to,”Badal” bohat zor say garja, Sardar ne “BAADAL ki tarf dekh kr kaha:
“KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan”

by Pak101.com (few years ago!)
Shadi Shuda Mard

Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay
hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat
hoti hai………….=

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tution sir: abey gadhe , homework kyun nahi kiya.

Tution sir: abey gadhe , homework kyun nahi kiya.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
New age student: tameez se
baat kar sale,
customer se koi aise
baat karta hai kya?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Telephone call

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook