Churrail ki Churrail
Santa: Yaar Kitni Ajeeb Baat Hai, Ladke Mar ke Bhoot Ban Jate Hain.
Banta: Aur Ladkiyan?
.
.
.
.
.
Santa: Chudail Ki Chudail rahti hai...
by Pak101.com (few years ago!) / 1553 views
Similar Jokes
Beta: Kitni sundar larki hy
Baap: Beta ye miss hen tumhari maan k brabar hen.
Beta: Haan abba har jagah apna chance lagana , hamen kuch nahin karne dena...;)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife to Husband: Aap aaj khana paka rahe hain ya nahi?
Husband: Nahi na khana pakaon ga na kapre dhoun ga na safai karon ga.
Wife: Ok main MQM office main Phone ker ke bol deti hun, ke main jalsay main nahi aa rahi wo waja pochain ge to bata don gi
Husband: Aray nahi begum main to mazaq kar raha tha tum jao
by tanveer hussain (few years ago!)
2 bewakuf rat ko ghoom rahe the,
1st:yar kafi garmi hai.
2nd:han yar agr din hota to kahen saye me baith jate.
by Sabir shah (few years ago!)
Black Dukandar Se Chota Bacha: Uncle Rang Gora Krny Wali Cream Hy..?
Dukandar: Han Hy..
Bcha: To Saale Lagata Q Nai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh Band Karke Aatey
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi Say Koi Cheez Maango Tou Bilkul Aisay Maango Jesay
Tumhre Baap Ki Ha.
Aur Nahi Milay Tou Soch Lena K Konsa Meray Baap Ki Thi :D :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pinjre Mein Kuch Tote Ek Toti Ko Chhed Rahe The.
Jabki Dusre Pinjre Mein Ek Tota Pooja Aur Dusra Tota Namaz Padh Raha Tha.
Malik Ne Socha: “Kitne Nek Tote Hain, Inke Pinjre Mein Toti Safe Rahegi”
Usne Toti Ko Nek Toton Ke Pinjre Mein Daal Diya.
To Pooja Karne Wala Tota Namaz Padhne Wale Tote Se Bola
Tota: “Utho Khan Sahab Dua Qubool Ho Gayi“
by Pak101.com (few years ago!)
Maa apne bete se kehti: Beta so ja warna gabbar aa jayega.
Beta apni maa se kehta: Maa mujhe Chocolate do varna papa se keh dunga ke mere sone ke bad roz gabbar aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
BETA:
Pitaji, Aapko Cancer Hua Hai
Fir Aap Sab Ko AIDS Kyon Batate Ho?
BAAP: Taki Mere Jaane Ke Baad
Teri Maa Ko Koi Hath Na Lagaye
by Pak101.com (few years ago!)