Sunday & I wanna njoy
Santa: Today is Sunday & I wanna Enjoy, so I bought 3 movie tickets
Jeeto: Why 3?
Santa: For you and your parents.
by Pak101.com (few years ago!) / 725 views
Similar Jokes
Pathan U.K Gaya
Airport Officer Ne Naam Pocha
Pathan: Umar Daraz Khan
Officer: English Mei Bolo
Pathan Kuch Dair Sochny K Baad:
Long Life Khan
Peche Sardar Khara Tha
Wo Bola: I M Beautiful Red Underwear
Officer:What?
Sardar:Mera Naam Hai
Sundar Laal Chadda
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher - un do kings ka naam batao jinhone duniya ke logo ko nayi raah pe chalaya.....
Santa - sir
1.SMO KING
2.DRIN KING.. . .
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jab koi itna khas Ban jaye top funny sms
Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye
To Mang lena khuda se use zindgi bhar k liye,
Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS Ban jaye.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 pathan boht der se 1 Haseen Larki ko Ghoor rha tha
.
Larki:
Kya dekh rhe ho?
.
.
.
.
Pathan:
Hm soch rha tha k agr tm hmara AMMI hota to hm b KHOBSURAT hota.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
~ 1 intersting
Joke Reply with
YES/NO
Yes.
Kia tmhary ghar walon ko pata hy k tum pagal ho.?
Ans=
Yes \ No
Reply must
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladka bola ……. Dilruba
Ladki boli ……. Pizza khila
Ladka bola ……. Paise nahi
Ladki boli ……. Aise nahi
Ladka bola ……. Mahngai hai
Ladki boli ……. Aaj se tu mera bhai hai.
by Abdul Sami (few years ago!)
Husband: Judge Sahab Mujhe DIVORCE Chahiye,
Meri Biwi Ne 1 Saal Se mujh Se Baat Nahi Ki,
Judge: Phir Soch Lo,
Aisi Biwi Qismat Walon Ko Milti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Un-married hone ka sab se bara faida kya hai ??
.
.
Think
.
.
.
.
.
.
Haar mani?
.
.
.
.
Ok i tell u
.
.
.
.
Aap Bed k dono taraf se utar sakte hain.
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar samosy k andr ka masala kha rha tha
1 admi ny pucha,sardar ye kia?
sardar :mujhay doctor nay bahir ki chezyn khanay sy mana kia hua hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Photo Sirf Actions Sey Nahi..
.
.
.
.
.
.
.
.
Moo Dhony Sey Bhi Achi Aa Jati Hay..:-D:-P:-O
by Pak101.com (few years ago!)