heater.
Friend: Santa Ji! Agr aapko thand lagti hai to aap kya karte hai:
Santa: Main heater k samnay beth jata hon.
Friend: Lekin agar phir bhi thand lagy to?
Santa: To main heater On kar leta hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
Santa=kaha ja rahe ho
Banta=Police Station,Mere ghar me chor aya hai
S=Bibi ko akela chod dia
B=Nahi,usne chor ko baho me jakad rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa saw a board at d centre of a Pond.He tried
reading bt culdnt.Atlast he swims to the centre of
the Pond & Reads,"CROCODILE PRESENT,DONT
SWIM"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher – Agar irada pakka kar k kuch kaam karo tou woh poora hota hai…!!!
Student – Rehne dain miss, agar aisa hota to aaj aap meri baahon me hoti..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Memon Doctor K Pass Gaya Or Bola
K Ghar Ja Kar Mareez Check Karnay K Kitnay Paisay Lo Gay?
Doctor:
Rs.300
Memon:
Chalain Doctor!
Doctor Ghar Pohanchay To Doctor Ne Pocha
K Mareez Kahan Hai?
Memon:
Mareez Koi Nahi Hai,
Sala Taxi Wala
500 Maang Raha Tha!
Or Aap 300 Main Lay Aaye…!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ka Darwaza Zor Se Baja.
Wo Ghusse Se Darwaze Pr Gaya Aur Bola:
"Kon Gadhe Ka Bacha Hai?
Bahar Se Aawaz Aai:..
Papa Mai Hu. :-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
10 Pathan Aik Kashti Mai Sawar Thay K Achanak Kashti Ruk Gai
Aur Sab Doob Gae!
Pata Hai Kaise?
Pathan They Na Sab Dhakka Dene Utar Gaye
by Mohammad Ali (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Pak101.com (few years ago!)
First Paki: Agar bina daanton ka Kuta kate to kya karna chahie ?
Second Paki: Simple, bina Sui ke teeka lagva lo...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Mast SHair Arz Hai
-
Hum To BadnaSeeb Hai K TarSay TEri Aik Deed ko
-
.
Hum Se aCHa To Bathr0oM Ka Lota Hai Jo Dekhay TEri Har CHEz Ko
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan apni BV se naraz hogya,
aur apni bv aur apne apko marne ka faisla kia.
Usne Apni kanpati pe gun rkhi aur bv ko bola,
Khush na ho, Agla number tera hai!
by Abdul Hannan (few years ago!)