Ek baar Santa ka Gadha lapata ho jata hai
Ek baar Santa ka Gadha lapata ho jata hai Wo mandir me jakar bhagwan ki murti k samne der tak prarthana karta hai.
Yeh dekhkar Banta ussey puchta hai, “Santa kya tum bhagwan se ye prarthana kar rahe ho ki tumhara gadha tumhe mil jaye?.”
Santa : nahi yaar, mein to bhagwan ka sukriya ada kar raha tha ki unke kripa se mein gadhe par sawar nahi tha, nahi to mein bhi lapata ho jata!
by Pak101.com (few years ago!) / 922 views
Similar Jokes
Pati bola patni se-Raja Dashrath ki 3 Raniya thi..PATNI-to ?
PATI- mai 2 shadiya aur kar sakta hu.PATNI- Sonch lo, Dropadi ke 5 Pati the...?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Murgi ne india pakistan
border par 1 Anda diya.
Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko kiss
karega
anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani
Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:=
Ab humari bari hai. Indians:= Chhoro yaar Anda
tum hi rakh lo.. =D :O =
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jigyasu bache ne poocha- “Mummy, aap papa ko kaha mili?”
Maa- “Ek picnic me”
Bacha- “Kya mai aapke saath tha?”
Maa- ‘Nahi, jab gayi thi to tum nahi the, lekin jab mai lauti to tum saath aaye the
by Pak101.com (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar was writing something very slowly.
Friend asked: Why r u writing so slowly?
Sardar: I'm writing a letter to my 6 yr old son, he can''t read very fast.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Bus stand jane k kitne paise?
Rikshwala 10Rs
Santa: 2Rs mein chalega.
Rikshwala 2Rs kaun le k jayega?
Santa baith piche me le jata hu
by Pak101.com (few years ago!)
A fool looks in miror & thinks: Isko kahi dekha hai!
After a while he remembers: Yeh toh wahi kamina hai jo meri shadi ki album mein meri biwi ke saath khada hai!
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher:tumhare abu kia kam karte hain?
Studend:G.K.N.C Company k malik hain.
Teacher:acha ye G.K.N.C ka kia matlb hai?
Student:gul khan naswar center
by Sabir shah (few years ago!)
Ek baar Santa ka Gadha lapata ho jata hai Wo mandir me jakar bhagwan ki murti k samne der tak prarthana karta hai.
Yeh dekhkar Banta ussey puchta hai, “Santa kya tum bhagwan se ye prarthana kar rahe ho ki tumhara gadha tumhe mil jaye?.”
Santa : nahi yaar, mein to bhagwan ka sukriya ada kar raha tha ki unke kripa se mein gadhe par sawar nahi tha, nahi to mein bhi lapata ho jata!
by Pak101.com (few years ago!)
1 patan 12 floor pe office me betha tha 1 admi aya or bola,Gul Khan tmhari beti bhag gayi Ye sunte hi pthan ne 12 floor se jump lagadi Niche girte waqt 10th flor pr yad aya k hmara to koi beti hi nhi,5th flor pr yad...
by Mazhar Khan (few years ago!)