Sone K Liye Andhera Karna Hai
Sardar: Bhai Saheb 1 Kala
Bulb Dena!
Shopkeeper:Aap Kale Bulb Ka
Kia Karoge?
Sardar: Dopehr Mein Sone
K Liye Andhera Karna Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1028 views
Similar Jokes
Ladka shadi se pehle spiderman,
Sagai ke samay superman,
Shadi ke samay gentleman,
Shadi ke 10 saal baad watchman,
20 saal baad Doberman.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher to Pathan: Make a sentence in which one word is repeated twice.
Pathan: If aLara Dutta marries Brain Lara, She will become Lara Lara.... Bolo Tararara
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sheikh: Pent di SiLai Kini a?
TaiLor: 300 Rupay
Sheikh: Te Nikkr di
TaiLor: Rs 100
Sheikh: Nikkr e C De, Lambai Pairan Tk Rkhi, Namaz v Parhni Hondi a.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Police wala agr ap ka result acha na aya to ap ka khelna tv dekhna band
Bacha: ye lo 50 aur is baat ko yahen daba do
by Sabir shah (few years ago!)
Train me 1 ladke ne T.T.E. Se kaha
.
"Mujhe subah 4 baje patiala utha
dijiye ga, main na jagu to jabardasti utar dijiyega,
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to patiala nikal gaya
tha...!
Ladka TTE ko maa bahen ki
galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko
galiyan de raha hai aur appchup-
chap sun rahe hai.!!
.
TTE :- Main ye soch raha hun ki,
.
Subah jisko maine Zabardasti utar diya hai Woh
kitni galiyan de raha hoga..:p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna bhai: Yeh doctor log operation karne se pehle Patient ko behosh kyun karte hain?
Circuit: Bolay to patient khud operation karna seekh na le is liye…
by Pak101.com (few years ago!)
I AM A VERY FATHERLY PERSON, I HAVE LOTS OF FATHERS,
SOME OF MY FATHERS ARE MALE AND SOME ARE FEMALE..
MY TRUE FATHER IS MY NEIGHBOR.
by Pak101.com (few years ago!)
One day James Bond goes to buy a pan. The pan walla asks him 4 Rs. for the pan but James Bond gives him only 1.5 rs.
When paan waala asks him for the rest of the money, Bond replies…??
by khalid hussain (few years ago!)
Mere dil mein aaj kya hai
Wohi apne jo is dil mein pehle se hi the.
Aur iss dil mein marte dam tak rahenge.
Are main tumhare nahi
Apne Tricuspid, Mitral, Pulmonary aur
A-V valves k baat kar raha hoon..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan: Yaar Bakray Ki Zabaan Khao Gay?
2nd: Nahi, Main Moun Say Nikli Hui Cheez Nahi Khata..
1st: Acha! To Phir Ye Lo,
Anda Khao..!!
by Abdul Hannan (few years ago!)