Ammi ne kaha Sms Chor do
>> Ammi ne kaha Sms Chor do
=Abba ne kaha Night pkge karana chor do
=Dostun ne kaha Mobile se belns Churana chor do
=PaAro ne kaha Ganney ka Rus Peena chhor do..
=Andhay ne kaha mujhe SARAK k us paar chor do
*OR
=Ek Din aayega , Jab GIRL FRIEND ke Bachay bolengey:
=MAMU Zara School chhor Do..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1115 views
Similar Jokes
husband:
tum se shadi kar k mujhey ek faida to hua...
wife:
khush ho kar boli kunsa faida?
husband:
muj mere gunahoon ki saza dunya mein hi mil ghi
by Pak101.com (few years ago!)
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur
uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rok Do Mere JanaZe Ko ZaLimo,
Mjh Mein JaaN aa Gai Hai,
PeeChe Mur K Dekho KaMeeNo,
CiGrette Ki DuKaan aaGai Hai....
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki ka bap larki se: jise tum pasand karti ho us k
pas bangala car jaidad he.
Larki: toba he sub mard 1 jese hote hen wo bhi aap
k bare ma yahi puch raha tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Reporter : Meera G Hum Ne Suna Hai
K Ap Cigarette Piti Hain?
Meera: O Myyy Gaaad,
... Ap Ne Bilkul Ghalat Suna Hai,
I Don't Drink Cigarette.
by Pak101.com (few years ago!)
Hamari Light Tu Ab
Is Taraha Aati Hy
DOst
Jese Shadi k Bad
Beti Bep K Ghar
(‘,’) Acha abbu
<)(\me chaLti
// hon phir aaon gi
agle hafty..;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Duniya buri ho sakti hai aap nhi
Duniya bewafa ho sakti hai aap nhi
Duniya zalim ho sakti hai aap nhi
aur
aur
aur
Kuttay ki dum sedhi ho sakti hai ap
ke nhi..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy After Watching
"Singham"
DAD: Beta Tumhare Result
Ka Kia Hua
....
.
.
.
.
Boy: Kuch Bhi Kerne ka Lekin
Mera Ego Hurt Nahi Kerne ka.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: 1 aurat ko ghurte hue ja raha tha,
Aurat: 'Dekhta kya h ? Teri maa ki umar ki hu'
Santa: To mai b apne baap k liye he dhund raha hu...
by Pak101.com (few years ago!)